![]() |
Faraaz! Is Missing in this Forum. - Printable Version +- Accountancy Forum (https://www.accountancy.com.pk/forum) +-- Forum: General (https://www.accountancy.com.pk/forum/forum-general) +--- Forum: General Discussion (https://www.accountancy.com.pk/forum/forum-general-discussion) +--- Thread: Faraaz! Is Missing in this Forum. (/thread-faraaz-is-missing-in-this-forum) |
- WARDAH - 04-27-2010 guftagoo achchhii lagii, zauq-e-nazar achchha lagaa muddatoN ke baad ko_ii ham_safar achchha lagaa dil ka duKh_jaana to dil ka mas'alaa hai par hameiN uskaa haNs denaa hamaare haal par achchha lagaa har tarah kii be-sar-o-saamaaniyoN ke baa_vajood aaj vo aaya to mujh ko apna ghar achchha lagaa kyaa buraa thaa gar paRha rahtaa terii daHleez par too hii batlaa kyaa tujhe vo dar-badar achchha lagaa? kaun maqtal meN na pahuNcha, kaun zaalim thaa jise teGh-e-qaatil se ziyaada apnaa sar achchha lagaa ham bhii qaayal haiN vafaa-e-ustvaarii ke magar ko_ii poochhe kaun kisko umr bhar achchha lagaa 'meer' kii maaniNd garche ziist kartaa thaa ''Faraz'' ham ko vo aashufta_Khoo shaayar magar achchha lagaa Ye daikho is mai agya faraz . . . now happy ? [)] - yasir_live - 04-27-2010 Thanks for such a Beautiful Sharing. Faraaz Ka naam nahi hay magar, Aap ka naam to haina uss Post main Aur aap to jaanti hian Humain aap k naam say bhi Zauq hay! Utna nahi jitna FaraaZ say hay Magar Phir bhi Kuch na Kuch hay Zaroor. Regards. - WARDAH - 04-27-2010 Bari nawaziah hai !! ajkl mohsin ni arha boht din hogae.hope he must be fine. anyhow will share more poetry of ur beloved faraz - yasir_live - 04-27-2010 Thanks Dear. And Yes U r rite Mohsin is not posting. May be Coz Kasim is also not posting. Kasim kuch Likhta hay phir Mohsin Ataa hay. Anywayz Mohsin if U r reading this Post, then do some posts also. And Wardah, Yes Contribute Faraz poetry and he is not my Beloved. Main Woh nahi hun jo tum samajh rahi ho! Regards. - FARHAN123 - 04-28-2010 Ab to beghairtiyan itni barh gai hain FARAZâ¦â¦â¦â¦â¦..!!! Shair kisi aur ka hota hai aur naam mera Thonk dete Hain - Ali RAZA - 04-28-2010 <blockquote id="quote"><font size="1" face="Verdana, Arial, Helvetica, san" id="quote">quote<hr height="1" noshade id="quote"><i>Originally posted by FARHAN123</i> <br />Ab to beghairtiyan itni barh gai hain FARAZâ¦â¦â¦â¦â¦..!!! Shair kisi aur ka hota hai aur naam mera Thonk dete Hain <hr height="1" noshade id="quote"></font id="quote"></blockquote id="quote"> in beghairtoo ma aap bhi shamil hay farhan[D] - FARHAN123 - 04-28-2010 Is Topic mein jitni bhee poetry post ki hai mein ne in sub mein faraz ka trademark araha hai . So it proves that im not amongst beghairats [8D] YE poetry koi mein ne khud thori ki hai . Ye tou faraz kehttay hain tou kehnay do unhain . Dont take it personal [p] - FARHAN123 - 04-28-2010 <b><font size="2"> <font color="black"> dil to karta hai muh chum loon us ka faraz lakin phir sochta hoon kahin naswar na dali ho us ne [ ![]() </font id="black"></font id="size2"> </b> - FARHAN123 - 04-28-2010 <font face="Courier New"><font size="3"><font color="red"><b> Jab Tera Dard Myrey Sath Wafa Karta Hae Ek Samandar Myri Aankhon Se Baha Karta Hae Uss Ki Batain Mujey Khushbu Ki Tarah Lagti Hain Phool Jaisey Koi Sehra Main Khila Karta Hae Myrey Dost Kii Pehchan Yahi Kaafi Hae Woh Har Ek Shakhs Ko Daanista Khafa Karta Hae Aur Tu Koi Sabab Uss Ki Muhabbat Ka Nahi Baat Itni Hae Kay Woh Muj Se Jafa Karta Hae Jub Khizan Aai Tu Laut Aaye Ga Woh Bhi Faraz Woh Baharon Main Zara Kum Mila Karta Hae ..!!! </font id="red"></font id="size3"> </font id="Courier New"></b> By- Ahmed Faraz - WARDAH - 04-28-2010 @YASIR. . . uska to tum naam hi na lo jo dosron ka kr k mujh sy dosti bhol gya.rhy khush wo ab dosron k sath.khair aik or faraz ki sharing hope all members like it. Tumhari pooroN ka lams ab tak Meri kaf-e-dast par hai Aur main ye sochta hun Wo lamhe kitne darogh-go thay Wo keh gaye thay K ab k jo haath tere haathon ko cHu gaye hain Tamaam hoNToN k saare lafzoN se mo'tabir hain Wo keh gaye thay Tumhari poorein Jo mere haathoN ko cHu rahi thiiN Wohi to qismat-taraash hain Aur apni qismat ko Saare logoN ki qismatoN se baland jaano Hamari maano to ab kisi aur haath ko haath mat lagaana Main uss samae se Tamaam haathoN Wo haath bhi Jin mein pool ShaakhoN se baRh k lutf-e-namu uTHaayein Wo haath bhi jo sada k mehroom thay Aur unn ki hatheliyaaN zakhm zakhm thiiN Aur wo haath bhi jo charaagh jaise thay Aur raste mein sang-e-farsang ki tarha jaa-bajaa gaRe thay Wo haath bhi Jin k naakhunoN k nishaan Ma'asoom gardanoN par misaal-tauq-e-sitam paRe thay Tamaam na-meherbaan aur meherbaan haathoN se Dast-kash yuN raha hun jaise Ye muTHiyaaN main ne kHol diiN to Wo saare sachaaiyoN k moti MusarratoN k tamaam jugnu Jo be-yaqeeni k jangaloN mein Yaqeen ka raasta banaate hain roshni ka qafla banatay hain Mere haathoN se rooTh jaayeN ge Phir na taaza hawa chale gi Na koi shamm'e-sada jale gi Main zabt aur intazaar k iss hisaar mein muddatoN raha hun Magar jab ik shaam Aur wo pat-jHaR ki aakhri shaam thi Hawa apna aakhri geet ga rahi thi Mere badan mein mera lahu khushk ho raha tha To muTHiyaaN main ne kHol diiN Aur main ne dekha K mere haathoN mein Koi jugnu Na koi moti HatheliyoN per faqat meri na-muraad aankein dhari hui thiiN Aur un mein Qismat ki sab lakeerein mari hui thiiN - awaisaftab - 04-28-2010 Yasir your remarks are more than your contribution. - WARDAH - 04-28-2010 AWAIS seems YASIR's teacher her thread mai baqaida naam ly k heads waly comment diey ja rhy hain . hahahhaha - Kasim - 04-28-2010 "@YASIR. . . uska to tum naam hi na lo jo dosron ka kr k mujh sy dosti bhol gya.rhy khush wo ab dosron k sath"------- by wardah Oay Wardah itnaaaaaaaaaaaaaa gussaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa pehlay tu main yeah heraaan howa k tum serious hogayeeeee phir yeah heraaan howa k meri wajah say serious hogaye (i wish meray lieah serious hoti lol) or phir main nay sari relevent posts dobara say perhi and mijhy tu ous main kuch aisa nahi laga k tum mind kerti as i was kidding in there joe k saaff nazer bhi arahah hay finnaly i conclude k tum kissi or ka gussa kissi or pay nikal rahi hooo or seems like tum k un k sath tum ki koi unbhun (anbhan) howi hay and shamat meri aye hay? may i know plz k y me? chair up (cheer up) buddy tumharay and meray dermiyaan koi nahi asakta mohsin bhi nahi (by the way where is he now a days) but anamz1 ka main kuch keh nahi sakta caz tum dono frequently aik dosry k ILU bol rahi hooo-lol (me some times get jalous of that lol) - WARDAH - 04-28-2010 @KASIM. . .gusa ni afsos hua tha kitny maan say mainy tumhara yasir or mohsin ka naam lia tha or ulta tum ny mujhy he waisa bola or un uncle cum machine ka prob mujhy smjh ni aata entry khud dy k bilawja pangy laita hai.pehly bhi he did so ( toon kon mai kham kha ) ki terhan. - Kasim - 04-28-2010 oho tu yeah scene hay means meri timings galat hogaye will take care next time anyway sorry to know k tumhara maaan toot gaya means tum baymaaan ho abb (LOL) |