![]() |
Faraaz! Is Missing in this Forum. - Printable Version +- Accountancy Forum (https://www.accountancy.com.pk/forum) +-- Forum: General (https://www.accountancy.com.pk/forum/forum-general) +--- Forum: General Discussion (https://www.accountancy.com.pk/forum/forum-general-discussion) +--- Thread: Faraaz! Is Missing in this Forum. (/thread-faraaz-is-missing-in-this-forum) |
- WARDAH - 04-28-2010 khair ye thread faraz bhai k naam hai shayd yasir gusa karay but khair hai krta hai kara pry wo bhi to tumhary theard khrab krta rha hai hahahahahaha (han han "including me" is say pehlay k yasir mujhko bolay ). - yasir_live - 04-28-2010 <font size="1"><blockquote id="quote"><font size="1" face="Verdana, Arial, Helvetica, san" id="quote">quote<hr height="1" noshade id="quote"><i>Originally posted by WARDAH</i> <br />@YASIR. . . uska to tum naam hi na lo jo dosron ka kr k mujh sy dosti bhol gya.rhy khush wo ab dosron k sath.khair aik or faraz ki sharing hope all members like it. Tumhari pooroN ka lams ab tak Meri kaf-e-dast par hai Aur main ye sochta hun Wo lamhe kitne darogh-go thay Wo keh gaye thay K ab k jo haath tere haathon ko cHu gaye hain Tamaam hoNToN k saare lafzoN se mo'tabir hain Wo keh gaye thay Tumhari poorein Jo mere haathoN ko cHu rahi thiiN Wohi to qismat-taraash hain Aur apni qismat ko Saare logoN ki qismatoN se baland jaano Hamari maano to ab kisi aur haath ko haath mat lagaana Main uss samae se Tamaam haathoN Wo haath bhi Jin mein pool ShaakhoN se baRh k lutf-e-namu uTHaayein Wo haath bhi jo sada k mehroom thay Aur unn ki hatheliyaaN zakhm zakhm thiiN Aur wo haath bhi jo charaagh jaise thay Aur raste mein sang-e-farsang ki tarha jaa-bajaa gaRe thay Wo haath bhi Jin k naakhunoN k nishaan Ma'asoom gardanoN par misaal-tauq-e-sitam paRe thay Tamaam na-meherbaan aur meherbaan haathoN se Dast-kash yuN raha hun jaise Ye muTHiyaaN main ne kHol diiN to Wo saare sachaaiyoN k moti MusarratoN k tamaam jugnu Jo be-yaqeeni k jangaloN mein Yaqeen ka raasta banaate hain roshni ka qafla banatay hain Mere haathoN se rooTh jaayeN ge Phir na taaza hawa chale gi Na koi shamm'e-sada jale gi Main zabt aur intazaar k iss hisaar mein muddatoN raha hun Magar jab ik shaam Aur wo pat-jHaR ki aakhri shaam thi Hawa apna aakhri geet ga rahi thi Mere badan mein mera lahu khushk ho raha tha To muTHiyaaN main ne kHol diiN Aur main ne dekha K mere haathoN mein Koi jugnu Na koi moti HatheliyoN per faqat meri na-muraad aankein dhari hui thiiN Aur un mein Qismat ki sab lakeerein mari hui thiiN <hr height="1" noshade id="quote"></font id="quote"></blockquote id="quote"></font id="size1"> <b> Yeh Haath Hum ko de day Thaaakuurr</b> [D] Yeh konsay haath hain Jis per itni shairi, Aur yaar Iss main bhi FaraZ ka naam nahi. I bet it yeh FaraZ ki shairi nahi hay Aur agar hoi to main tumhain Party karaunga, FaraZ nay apnay har shair main Bulkaay doosray logon nay bhi apnay shairon main FaraZ ka naam likh diya.Batao humain yeh kiss <b>Thurki</b> Aadmi ki Shairi hay Jissay Haatho say bhi itni Mohabbat hay k us nay Poori ghazal likh di. Regards - FARHAN123 - 04-28-2010 <b><font size="2"><font color="black"> Hum to yunhi tiger Biscuit khaa rahay thhay , "FaRaz" Ek Larki humein baacha samjh k pappi dy gai [X] </font id="black"></font id="size2"></b> - WARDAH - 04-28-2010 @YASIR. . .hud ho gai yeh to. . .tum ko mujh pay yaqeen nahin rha?? mujh py?? [(] shertain lga rhay ho . . . so bad. . .sachi mai ahmed faraz ki hai.google py ja k checkn krlo or bachu ab tcs sy paisy bhijwa do party mai idher khud ker ln gi [p] - FARHAN123 - 04-28-2010 Aaj mere parrosiyon ka Bacha Gum ho gaya Faraz... Aaj mere parrosiyon ka Bacha Gum ho gaya Faraz... Miane un se kaha "GOOGLE" per Search kar liyo... - FARHAN123 - 04-28-2010 Dunya main mera koi Dushman nahi Faraz.... . . . . Main Fresh Up Bubble khata hon, Aur sab ko Dost banata hon |