Accountancy Forum
depreciable asset - Printable Version

+- Accountancy Forum (https://www.accountancy.com.pk/forum)
+-- Forum: The Profession (https://www.accountancy.com.pk/forum/forum-the-profession)
+--- Forum: Tax (https://www.accountancy.com.pk/forum/forum-tax)
+--- Thread: depreciable asset (/thread-depreciable-asset)

Pages: 1 2 3 4


- Sarfaraz Khan - 07-12-2010

ye zeeshan hati ko depreciate kar k he chorai gaD


- LapTop - 07-12-2010

Kitna zabardast sawal bocha hay Zeeshan bhai aap nay, may bhi to yehi bol raha hon k is section may depreciation ka zikar nahi hay na,

Depreciation isi liye nikali jati hay na k aap usy apni Business Income may say less karyn, or apn taxable income decrease kar layn. To jo section may nay likhi hay upper us may khas tor par animals k liye bataya gya hay k un ki to depreciation ho nahi sakti is liye aap ka koi animal agar mar jata hay to ye section aap ko ijazat dayti hay k wo amount ap apni business income say lass kar dayn, ya agar aap ka koi animal useless ho jata hay to aap usy agar bachty han to us ki cost may say sale consideration less kar k jo amount bany ga wo apni business income say less kar layn.



- LapTop - 07-23-2010

Zeeshan bhai kahan gay,

Plz Commissioner sahib say poch kar batayen k mery 1 client ka bagh hay jis may 100 aam k darkht hayn, to may un 100 drathton ki depreciation k liye kya rate lon.


- Sarfaraz Khan - 07-28-2010

us bechare k sar p hatii sawar hai..oper se app apnai amon ka baq b lai kar agaye P..hahahhaha


- LapTop - 07-28-2010

hahahahaha, yar sarfazar bhai jab hati Depreciate ho sakta hay to aam k dartht kyon nahi,


- Sarfaraz Khan - 07-28-2010

hahahahah bas Commissioner ka paw-wa ho na chaye D..


- LapTop - 07-29-2010

Zeeshan bhai,,,

ap naraz ho gay kya, hamara maksad ap ka mazak urana nahi tha balky aap ko sahi baat batana tha, sorry agar bura laga ho to,




- Sarfaraz Khan - 07-30-2010

same words from my side


- LapTop - 07-30-2010

or sarfaraz bhi ap ki Tax ki classes kaysi chal rahin han.


- Sarfaraz Khan - 07-30-2010

Allah ka shukar hai bhai do classess barsih ki naza ho gai $...P...aj rat main hai inshallah ..

wesai ap ki rahaish gulshan ki hai?


- LapTop - 07-30-2010

Nahi may Shah Faisal Colony may rahta hon, par mery kafi sary clients gulshan k hi han,

koi problem aaye taxation may to zaror pochiye ga,


- Sarfaraz Khan - 07-31-2010

hmm and ap ka koi office waqaira b hai ?kis k sath kam kartai ho??

ham nai to abhi alrready service li hoye hai..Kushnood A khan..sales tax bar sadar.. actually yar sare problem atai hain audit main..u know sab kuch b thek ho to bhi tang kar na en ka kam hai..


- LapTop - 07-31-2010

JI meri firm ka nam Optimistic Law Associate hay, Light house par hay office hamara,

Karachi bar or Sind bar ki enrolment hay meri, or e-intermediary enrolment hay FBR may, tax bar ki enrolment li hi nahi abhi , asal may mujhay taxation may aaye sirf 1 sal hi howa hay pahly hamari firm may taxation koi or deal karta tha, wo bahar chala gya tha study karny to ye zimaydari mujh par aa gai, itna experience to nahi hay par pori koshish karta hon apni k sahi advice day sakon,

Aap nay kaha problems Audit may aatyn hayn, asal may aysa nahi hota, problems to usi time janam lay layta hay jab aap koi transaction ko samajh nahi paty, han wo point out at the time of audit hoti hay, ik tax consultant ka kaam hi ye hota hay k wo problem ko payda hi na hony day, bajaye is k k baad may usy remove kiya jaye,,,

Par yahan ik problem or bhi hay na k , hamary kuch dost is waja say problems ko janam layny dayty han na k usy remove karny ki achi khasi fee mil jaye gi, hahahahahah



- Marium Khan - 07-31-2010

Acha to Mr Tax conusultant mn to ap ko bht tang kerun ge


- LapTop - 07-31-2010

sukhar hay may to bach gya, bohat tang karna consultant bhi ko, hahahahahahaha