Love or parents... - Printable Version +- Accountancy Forum (https://www.accountancy.com.pk/forum) +-- Forum: General (https://www.accountancy.com.pk/forum/forum-general) +--- Forum: General Discussion (https://www.accountancy.com.pk/forum/forum-general-discussion) +--- Thread: Love or parents... (/thread-love-or-parents) |
- Safoora - 09-10-2010 <blockquote id="quote"><font size="1" face="Verdana, Arial, Helvetica, san" id="quote">quote<hr height="1" noshade id="quote"><i>Originally posted by yasir_live</i> <br /> East main kunwara rehnay say Log Ajeeb Ajeeb kisam k Shak kartay hain ) Nahi dear kesa zulm thopa jaa raha hay ? Dear Agar Aurat per yeh zulm thopa jaa raha hay Tu Doosray End per Mard hi tu hay Konsa Woh Akelay apnay aap say Shadi kar rahi hay Hehehehehe. Lakin chalain mari dua hay k Aap ko koi Acha sa Husband milay, Gol-Matol sa, Ghuploo-Daploo type ka, Shareef sa ho, Khoob side ki maang ho, Ankhon main Surmaa, choti C moonchay, Pent Seenay tak charrai ho, Sharafat main Sir her waqt neechay ho...........Abb tu khush ho jain itni achi Wish ki hay aap k liay. Regards. <hr height="1" noshade id="quote"></font id="quote"></blockquote id="quote"> taubaaa Astagfaaarrrrrrr [xx(] - WARDAH - 09-11-2010 hahahaha yasir apna hulya bta rha hai safoora hahahahehehehhohoho - cute-doll - 09-11-2010 Mujeh bhi yehi lagta hai ke Yasir ne apna hulliya batya hai. - zahid 13456 - 09-12-2010 Accountancy forums or .........??? - yasir_live - 09-13-2010 Safoora, Dear itni Achi Wish ki hay Tumhain Aur tum nay itni gandi shakal bunai Aur zabaan alag baher nikaal li, Kahin hullia Parh kar Tumhari Raal tu nahi Tapak gai ) Cute-Doll G nahi Yeh mera hullia nahi hay. Hum Tu esaay bachpan main bhi nahi thay, Uss waqt bhi ek ajeeb sa Kameena-pun jhalakta tha ) Regards. - Safoora - 09-13-2010 lolzz @ kameena panP bhaee mujhe pasand nai ayi apki selection yasir bhai... yeh tu apne charlie chaplin describe ker k raklh dia hayyy - Boss - 09-13-2010 Mohsin, Those of your associates, who left their parents, will certainly be ashamed on their ignominious acts, and they will soon agnize of what they did when they will be gnawn by either others or situations/conditions. Irrespective of whatever has parents' act been, no one, in Islam, is allowed to traverse parents on any of their acts, unless there is a contradiction in between Allah's and parents' will. Aisay logon k samnay duniya may he ajata hai, jab khud un ki aulad choor jate hai, ya phir aapas may larte jhagarte zindagi guzarte hain, ya koi aisee thokar khatay hain k ehsas ho jata hai. Duniya Muqafat-e-Amal hai, we get in consideration of what we did. - cute-doll - 09-13-2010 Yasir tum ne to aisey tarap kar likha hai jaisey hum ne tumahri dukhti rag per haath rakh dia ho. - yasir_live - 09-13-2010 Cute Dear. Yeh mari Dukhti Rug nahi hay, Tum nay ghalat jagga haath rakha hay hehehehehe. Safoora. Main nay aap ko nazar main rakhtay huay selection ki thi. Tu aap ko pasand nahi i yaqeenan koi shahrukh khan type ka bunda chaiyay hoga aap ko, hehehehe esa hi hota hay lakin Akhir main milta wohi hay koi Taklaa, Taun nikli hui hay, koi style nahi Her waqt moo khula hua hay hehehehehe. Regards. - Safoora - 09-13-2010 tauba hay yasir bhaii.... banday ki shakal na achi hu tu kam az kam baat tu achi kerlay P - yasir_live - 09-13-2010 Oh ho Safoora. Jo larka dikhaa raha hun Woh tumhain pasand nahi araha. Abb Khud hi bata do kiss kisam ka Larkaa chaiyay ) Aur saath yeh bhi bata dena khud kasi ho hehhehehehehe. Regards. - Safoora - 09-14-2010 tum ko kiooo btaoon?? tum kia rishtay karanay wali aunty huu kia??P - yasir_live - 09-14-2010 Chalo bhalai ka zamana waqai nahi hay Abb ) Khair dear Rishtay karanay wali Aunti main nahi Wardah hay. Wardah Rishtay karati hay Aur shadi hall wagera bhi discount per Book karwarti hay. Tum Abb uss ki "Zaroorat-e-Rishta" wali Thread per apni Profile send kar dena. Regards. - Namia Beera - 09-14-2010 well in my opinion Parents' love is more powerful than any bf or gf's love.... Allah ne hume Quran me hukam diaa hai parents ki baat maanney ka... and sirf SHARIAT aisi chez hai jis ki khilaaf warzi wali koi baat hum parents ki nahi maney... lekin baqi tamam maamlaat me unki baat per sar tasleem-e-kham karnaa humara farz hai.... chahey wh baat hume napasand he kiun naa ho.... and in maamlat me SHADI bhi shamil hai.... so dear friends... agar ap ki GF ya BF bicher jaey, dur ho jaey to koi baat nhi..... per agr parents ko naraaz kar diaa naa to is dunia me bhi or akhrat me bhi kbhi khushiaa nhi naseeb hongi..... so aap logo ko sochnaa chaiey k hum WEstern CulTUre ko apnaatey apnaatey kahi apni moral values se to nhi hat rhey.... pasand ki shadi islam me beshak jaiz hai... but agar parents raazi nhi hongey unkaa dil dukhey ga... to ap khud btao k kahaa tk chain se rho ge... Allah to sirf yeh dekhey ga na k iss ne apne maa baap ka dil dukkhayaa..... plz ghor karein sub.... and jin k BF or GF hein... unko chahiey k parents ko confidence me lein... unko apni pasand btaey.... agr wh razi ho jaey to very good..... orrr agr razi naa ho to sabr karna chahiey... BESHAK ALLAH SABR KARNEY WALO K SATH HAI... - Marium Khan - 09-14-2010 Well Said Namia |