I like.......................... - Printable Version +- Accountancy Forum (https://www.accountancy.com.pk/forum) +-- Forum: General (https://www.accountancy.com.pk/forum/forum-general) +--- Forum: General Discussion (https://www.accountancy.com.pk/forum/forum-general-discussion) +--- Thread: I like.......................... (/thread-i-like) |
- Sarfaraz Khan - 11-01-2010 i hate 'serious'..main to yahan ata he serious life main se nikal kar relax honai ko ..ab yahan b serious serious karo gai to bhai main chalta honnn(.... mujhe nahi samjh ata log kion econmics, socialogy, society pai discussion karte haiO..sab bakwas hai ..choote se life hai wo bhi etne tension bhare ..huh .. or en sab bataon se bas sab apni qabe-leat batanai k koshih kartai han..warna faida aek ra-tte ka bhi nah hota..warna jao previous aek hazar topics par sab ese tarah ki fuzul bataon se bhar pare hai..or khenai walai khe kar chalai gai.or jin ko en issues ki fika hai wo kamoshi k sath kam kar rahe hain apna apnai areas main.. be a practical...and plz dont dnt dont be D...Chawal marna mana hai D - Anamz1 - 11-01-2010 hmm tou serious topic ya mouzon ka matlab sirf mulk ky halat, governmental issues, economic conditions and social values and contents he nahe hoty infact ek nafs ky andar itnay rang aur takazy hoty hain aur soch ki aur dimagh ki itni roshnian aur un roshnion sy nikalny waly itnay pehlo hotay hain, jo hamri zairy behas guftago ko behtreen level dy sakty hain. Sirf standardized issues ko he ghom ohir k lafzoon sy peetain rahin tou kia mazaâ¦..? Kabhi kisi raasty sy guzarty huy aap kiya kiya mushahidy karty hain, different cheezon ko daikh k aap ko kaisa feel hota hai, different scenarios kay bary mai ap k kiya views hain, zindagi aur jazbat ko aap kis tarha sy parakhty haiâ¦..ye sab inshort zahiri shakhsiat ka biyan aur usi tarha zahiri cheezon ka biyan kabhi bhi attractive nahe hota, aur agar ho tou bohat km almhon k liay, infact ek shakhsiat ky andar jo duniya aur imtizaj mojoud hotay hain un ko janana, collaborate karma, discuss karma nai nai cheezon sy roshnas hona he zindagi kq maza hai, âAS ADD SOME ORIGINAL AND PUR MASALA/ INGREDIENTSâ So buddies jahan tak mujhy asses karny ki baat hai tou hakkekatan mujhy aap ka dawaaâ pura karny ki hat ul imkan koshish karni tou chahiey laikn yeh diakhna keh main kitny pani mai hon aur miyaar kiya hai ya iss kay liay is forum py mojud tareeky kar bhe kisi had tak theek hail akin utna mukamal nahe jitna kisi ko properly gardannay ky liay hona chahey, Mai agr post karon tou first of all mai khud ziada dour tak usy lay k nahe chal sakoon ge due to my different engagements, kiyon keh jo miyar aap ko chahiey hota hai who extract karma parta hai, cheez phaink di aur un py judeents sy us ka miyaar khatam ho jata hai, so khobsoorat baton aur haqeqaton ko mai aisy samndar mai beny kay liay nahe chor sakti jab tak usy mai sath na lay k chal sakoonâ¦. Baki judgment tou ek lafz sy he ho jati hai janabâ¦â¦ Hope meri baat samjh aai ho ge, let see kitnay bandon ko clear view milta hai, nahe tou phir ye bhe ek be sabab behta samandar he ho gaâ¦â¦â¦â¦. - yasir_live - 11-01-2010 Anamz. Aap ki baatain tu behr-haal baatain hi hain ) Darasal Anamz, main nay yeh forum join kia tha economical, social, current affairs, finance, investments jesay gehray topics per apni mahirana rai denay k liay.......Takay uss say forum per mojood nojawan nasal ko kuch faida phonch sakay. Unfortunately woh sab mujhay Nahi mil saka. jiss ki waja say main bohat xyada dissappointed hun Aur mujhay afsos bhi hay. Hope u will now introduce some topics, which will lead us to some positive conclusion or atleast to some positive ideas. Thanks for your understanding. Regards. - Anamz1 - 11-01-2010 Dear Buddy yasir, Muhjy accountancy ka tou ek lafz bhe nahe aata neither iam interested in these current affairs and stuff but to what I approach, I will try my level best to give a new turn. - WARDAH - 11-01-2010 @anumz.....u r rite in ur view dear......koi kuch boly ya na boly (for u i meant k tumharay ander jo chl rha hai tum usko baher nikalo kisi b sorat ) or achi baat hai k tum ny likha.kuch ghor o fikr krny ko mily ga.n yup u r rite k mulki mamlaat k baray mai baat krny k ilawa b bohat kuch hai n i will wait for ur that bohat kuch ) . dear koi kuch bolay na bolay but atleast mai tumko to prh paon gi na....so u carry on buddy!! - Safoora - 11-03-2010 haaaaaaaaaaww m soo sleeepy... bas kero yaar yeh lambi choori batain.. just chill... and yasir bhai aap abhi b economics aur auditing k forumks me ja k no jawwan nasal k liye mahorana raye posts kia karain... me zarur parh lunge udher jaa k p - yasir_live - 11-03-2010 Dear main tum logon ko saath lekar chalna chatha hun.......kyun k tum general threads walay members hi meray dost ho.........Tu main chatha hun k tum log koi tameeri discussions ka rujhaan peda karo.......Takay hum tarraki kar k Apnay mulk or kaum ka naam roshan karain. Regards. - Sarfaraz Khan - 11-03-2010 qoum ka nam b ap rsohan karo gai?O - yasir_live - 11-03-2010 Haan yar kaum k nojawano ka chichora-pan dekhta hun tu dil ko afsos hota hay. Iss liay main chatha tha k koi healthy aur resulted oriented discussions ho Takay hum mulk ko tarraki ki Raah per Gaamzan kar sakain )..........Lakin iss k liay main akelay shayad kuch na kar sakun mujhay saath chaiyay tum logon ka.........Chalo aaj tum wada karo k koi chichora pan aur maskharapan nahi karogay......sirf creative baatain karo ge....... Regards. - Sarfaraz Khan - 11-03-2010 lo sab muj parhe de mara XX..muj jaisa serious type samjhdar insan kahan en chechor pano or maskrai pano main time zaya kare $.. - Safoora - 11-05-2010 acha chalo karo kuch acha discussion yasir bhai hum tumaray saath hain...P - yasir_live - 11-05-2010 Chalo acha yeh batao Economics ki pehli course book kiss kaminay nay likhi thi ??? U know we will start with basics and proceedd step by step. Regards. - Sarfaraz Khan - 11-05-2010 hazrat k kaminai pan ka andaza ap es bat se b laga saktai hain . law of demand de nai k bad us main se mazed elasticity of demand nikaldeO.. or jab every thing remain constant he rakhna the to manhoos adme etne ideal situation k liye pore book likhana zaroore the '(... - yasir_live - 11-05-2010 Aur digramain bhi tu........ Regards. - Sarfaraz Khan - 11-05-2010 han han wo he digramain..$..wesai to maire diagram ache hain ..magar economics main jab bhi banata hon to DIGRAMAIN he banten hain $ |