![]() |
poetry - Printable Version +- Accountancy Forum (https://www.accountancy.com.pk/forum) +-- Forum: General (https://www.accountancy.com.pk/forum/forum-general) +--- Forum: General Discussion (https://www.accountancy.com.pk/forum/forum-general-discussion) +--- Thread: poetry (/thread-poetry--2814) |
- Astute Accountant - 06-28-2007 Donât say you are not important, It simply is not true, The fact that you were born, Is proof, GOD has a plan for you. The path may seem unclear right now, But one day you will see, That all that came before, Was truly meant to be. GOD wrote the book that is your life, Thatâs all you need to know, Each day that you are living, Was written long ago. GOD only writes best sellers, So be proud of who you are, Your character is important, In this book you are the âstarâ, Enjoy the novel as it reads, It will stand throughout the ages, Savor each chapter as you go, Taking time to turn the pages. - Imran - 06-29-2007 i dont thik so. she must not be ACA. Because they dont have such time as she and you have - Imran - 06-29-2007 "Tere hathon mein pighal janay ko gee chahta hai aatish-e-shoq mein jal janay ko gee chahta hai tujh se ek raaz ki sargoshi bhee kerna chahoon phir wohi raaz nigal janay ko gee chahta hai dil yeh chahta hai tere dil mein rahoon dil ban ke phir ussi dil se nikal janay ko gee chahata hai hum se yeh rasm ki zanjeer bhee kab toot saki dil ki zid per bhee machal janay ko gee chahta hai..... - ali_boy9 - 07-06-2007 LOOKS LIKE HIMAT KHATAM HO GAE HA YA PHIR SHERS.OK HERE IS ONE kabhi mujh ko saath le ker kabhi mere sath chal ker wo badal gay achanak mere zindagi badal ker - Imran - 07-09-2007 janay kiun? dil kisi ajnabhi par etabhar karnay laghta hay... janay kiun? kissi ka hamari zindagi mein aana bahar sa laghta hay... janay kiun? us sai milnay k baad haar koi ajnabhi saa laghta hay.... janay kiun? chaudwien k chaand mein ankhay us koo dhondhnay laghti hay .... janay kiun? us k baghair haar mousam kizah kizah saa laghtha hay ... janay kiun? janay kiun ?hamari soocho mein usi kaa khayal lagha rehtaa hay .... janay kiun ? haar waqt usi k aanay ka intezarr lagha rehtaa hay .... janay kiun? uss k becharnay ka khauf lagha rehtha hay .... janay kiun? kisi sai eik baar mil kar ussi kaa honay ka dil chahtha hay .. janay kiun? uss par sabh kuch qurbaan karnay ko dil chahta hay ... janay kiun? uss k sath zindagi basar karnay ko dil chahtaa hay ... janay kiun? us ki sansoon mein samanay ko dil chahtaa hay ... janay kiun? us k sang marnay ko dil chahtaa hay .... janay kiun??????? janay kiun ????? - Humaira - 07-13-2007 AOA[)] How all of u...[)] Har jazbay ko zuban nahi milti Har arzu ko dua nahi milti Muskan banaye rakho to duniya hai sath Aansuon ko to ankh main bhi panah nahi milti take care of ur self n ur deeds Allah hafiz - Imran - 07-20-2007 Slam "Tum ko chahtey hoey bhi bhool jana acha laga Ansoon ko chupa kar muskurana acha laga.... Tum ajnabi they meray liey mager apna jaan kar acha laga Pehchan to ik pal ki thi, mager sadiyon se jaan kar acha laga Khaboon main yadoon main tum thay mager tum ko bhulana acha laga Meri rooh ka ik hissa thay mager khud se juda karna acha laga Meri zindagi ka sarmaya thay mager tum ko lutana acha laga Meray armanon ka sawan thay mager tum ko barsana acha laga Meri khushiyon ka jahan thay mager tum ko mitana acha laga Khud ko bhool jana aur tum ko yaad karna acha laga Sab khahishon ko mitana sirf tumhin pana acha laga Logon k kehney main aana aur sab kuch bhulana bolo kissey acha laga Yehi to rasm-e-duniya hai isay nibhana acha laga Regards Imran - Imran - 07-21-2007 "Apne dil mein yaadon ko hum nahin rakhte Issi liye koi ghum hum nahi rakhte Zakhm-e-dil to chupa liya hum ne Lekin yeh aansoo bharam nahin rakhte Apni dosti ko hum zamaane mein ruswa nahin karte Mohabbat hum bhi karte hain magar charcha nahin karte Jo hum se milne aa jaey hum us ke khaadim hain Jo uth ke jaana chahe usse hum roka nahin karte - Cool Lioness - 07-22-2007 Aaj her khushi ko teri taraf mor doon Teray liye chaand taaray taq tour doon Khushiyon ke darwazay teray liye khoul doon Itna kaafi hai ya do chaar jhoot aur bol doon???? [)] - BeL@L - 07-22-2007 <b>Tamasha Bikher jaingey hum, jaab tamasha khatam hoga Magar meray mabood, kaab yeh tamasha khatam hoga</b> - sajid naveed khan - 07-23-2007 vo din bhii aane vaalaa hai jab terii in kaalii aa.Nkho.n me.n har jazbaa miT jaayegaa tere baal ji.nhe.n dekhe.n to saavaan kii ghanaghor ghaTaaye.n aa.Nkho.n me.n laharaatii hai.n ho.nTh rasiile dhyaan me.n laakho.n phuulo.n kii mahakaar jagaaye.n vo din duur nahii.n jab in par patajhar kii rut chhaa jaayegii aur us patajhar ke mausam kii kisii akelii shaam kii chup me.n gaye dino.n kii yaad aayegii jaise ko_ii kisii ja.ngal me.n giit suhaane gaataa hai - tujh ko paas bulaataa hai - Imran - 07-23-2007 "Aansu jo beh rahey hein inhein behney do Yeh keh rahey hein dil ki baat, kehney do Buhat bawafa ho tum, yeh ham ko hai maloom Tum apni wafa ki baat, apney tak hi rehney do Mila to kia mila tumhein chahney kay baad Bas dukh hi seh rahein hein, hamein sehney do Tum ney to keh dala sab haal-e-dil apna Ab mujh ko apni daastaan bhi kehney do Mar gaye auroon kay liye ham Sanaam Tum apni khatir ham ko Zinda rehney do - zurpk - 07-24-2007 <b>"Main Tujhy Chahta Nahin Lekin </b> Phir Bhi Jub Pass Tu Nahin Hoti Khud Ko Kitna Udass Pata Hoon Gum Seey Apney Hawas Pata Hoon Ek Khamoshe Si Chai Rehte Hai Jane Kya Dhun Samaee Rehte Hai Dil Sey Bhi Guftago Nahin Hote Main Tujhy Chahta Nahin Lekin Phir Bhi Shub Ki Taweel Khilwat Main Teri Auqaat Soochta Hoon Main Teri Her Baat Soochta Hoon Main Koonsey Phool Tumko Bhate Hain Rang Kya Kya Pasand Aate Hain Kho Sa Jata Hoon Teri Jannat Main Main Tujhy Chahta Nahin Lekin Phir Bhi Ehsaas Sey Nijaat Nahin Soochta Hoon To Runj Hota Hai Dil Ko Jaisey Koi Dobota Hai Jissko Itna Sarahta Hoon Main Jissey Iss Darja Chahta Hoon Main Uss Main Teri See Koi Baat Nahin Main Tujhy Chahta Nahin Lekin - zurpk - 07-24-2007 "<b>Main Tujhy Chahta Nahin Lekin </b> Phir Bhi Jub Pass Tu Nahin Hoti Khud Ko Kitna Udass Pata Hoon Gum Seey Apney Hawas Pata Hoon Ek Khamoshe Si Chai Rehte Hai Jane Kya Dhun Samaee Rehte Hai Dil Sey Bhi Guftago Nahin Hote Main Tujhy Chahta Nahin Lekin Phir Bhi Shub Ki Taweel Khilwat Main Teri Auqaat Soochta Hoon Main Teri Her Baat Soochta Hoon Main Koonsey Phool Tumko Bhate Hain Rang Kya Kya Pasand Aate Hain Kho Sa Jata Hoon Teri Jannat Main Main Tujhy Chahta Nahin Lekin Phir Bhi Ehsaas Sey Nijaat Nahin Soochta Hoon To Runj Hota Hai Dil Ko Jaisey Koi Dobota Hai Jissko Itna Sarahta Hoon Main Jissey Iss Darja Chahta Hoon Main Uss Main Teri See Koi Baat Nahin Main Tujhy Chahta Nahin Lekin - Imran - 07-24-2007 "~~Jaa Rahe Hoo Phir Se Mujhe Rula Rahe Hoo~~ Sapne Deekha K Deap Bujha Rahe Hoo Kion Suna Rahe Hoo Aur Ab Kion Tarpa Rahe Hoo Humari Zindagi Le Ke Kahan Jaa Rahe Hoo Bata To Do K Humien Chorh Ker Konsa Sagar Pa Rahe Ho Sagar To Hi Hai Meri Zindagi Bhee Ab Kis ko Sagar Bana Rahe Hooo Na Jao Kahien Ke Ab To Hai Andaz- E- Ravan Aur Kion Ab Is Zindagi Ko Maut Se Mila Rahe Hoo Itnee Gurbat Na Thi Ajj Tek Ke Ek Pal Mien Itne Fasle Mujhe Thamma Rahe Hoo Kis Trah Mitaounga Mien In Fasloon Ko Kion Itne Kadam Door Jaa Rahe Hooo Pass Ana Hai Mushkil Gar Tera Mujhe Phir Kion Nahi Bulla Rahe Hoo Mien Pass Ana Chata Hon Tare Mujhe Kion Doori Ka Ehsas Dila Rahe Hoo Kion Door Jaa Rahe Hoo Kion Muskura Rahe Hoo Kya Khush Hoo Tum Bhee Ya Meri Tarah Anson Baha Rahe Ho Dil Mien Kya Hai Tere Yeh Janta Hon Mien Bhee Par Lagta Hai K Tum Bhee Meri Trah Kuch Chupa Rahe Ho Pyar Hai Humari Zindagi Par Chor Ke Jaa Rahe Ho Kion Ajj Mujhe Is Gham Mien Ab Aur Tarpa Rahe Ho Ajana Jaldi Se ,K Dil Lagta Nahi Hai Tere Bin Humien To Tum Udass Karke Jaa Rahe Hoo Pyar To Hai Mager ,Is Pyar Mien Tarpa Rahe Ho Jaa Rahe Hoo Phir Se Mujhe Rula Rahe Ho |