![]() |
POETRY?? - Printable Version +- Accountancy Forum (https://www.accountancy.com.pk/forum) +-- Forum: General (https://www.accountancy.com.pk/forum/forum-general) +--- Forum: General Discussion (https://www.accountancy.com.pk/forum/forum-general-discussion) +--- Thread: POETRY?? (/thread-poetry--1384) |
- ophie - 12-13-2004 Teri Ummeed tera intizar jab se hei Na shab ko din se shikayat, na din ko shab se hei I think the letter to start with is "H" - Humaira - 12-13-2004 AOA The last word was "m"so "Maray hathoon ki lakiroon kay izafay hain gawah Main nay pather ki terhay khud ko tarasha hai bohat" So plz come up with the shair starting with "T" Allah hafiz - Humaira - 12-13-2004 AOA The last word was "m"so "Maray hathoon ki lakiroon kay izafay hain gawah Main nay pather ki terhay khud ko tarasha hai bohat" So plz come up with the shair starting with "T" Allah hafiz - ophie - 12-13-2004 Maaaam ........ I've already quoted a "shair" starting with "M" now the letter to start with is "H" - Humaira - 12-13-2004 OK Mr Thanks for informing me "Hum na hoon gay to tumhain kon manaya karay ga yeh buri baat hai her baat pay rootha na karo" - Saahil1 - 12-14-2004 A.O.A i think the word is "O" now OS ne kaha mujh se kitna piyar hai main nay kaha, sitaron ka koi shumaar hai os ne kaha k kon tumhain hai buhat aziz? main ne kaha k dil pay jisay ikhtiar hai os ne kaha kay kon sa tuhfa hai mann pasand mainay kaha woh shaam ju ab tak udhaar hai os ne kaha kay k sainkaron gham Zindagi main hain mainay kaha k gham nahin, jab gham gusaar saath hai os ne kaha kahan tak saath nibha o gay mainay kaha, jitnee ye saanson ki taar hai os ne kaha mujh ko yaqeen aa a kis tarah? mainay kaha kay mera naam Aitbaar hai - Saahil1 - 12-14-2004 Sorry i mean letter ( - ophie - 12-14-2004 I guess the letter is "H" so here we go Humaray ghar kee deewaron peh Naasir Udaasee baal kholey so rahee hei The letter is again "h" - Huma - 12-14-2004 <BLOCKQUOTE id=quote><font size=1 face="Verdana, Tahoma, Arial" id=quote>quote<hr height=1 noshade id=quote> I guess the letter is "H" so here we go Humaray ghar kee deewaron peh Naasir Udaasee baal kholey so rahee hei The letter is again "h" <hr height=1 noshade id=quote></BLOCKQUOTE id=quote></font id=quote><font face="Verdana, Tahoma, Arial" size=2 id=quote> Dears.. the last letter is I.. so here u go.. ILZAM KUCH TO GARDISH-E-AYAM KO BHI DAY APNAY HAR IK GHAM KO GHAM-E-YAAR MUT BANA A is the last letter.. see ya HUMA - Humaira - 12-14-2004 AOA Aadmi joyay hawa say bhi nikel jain gay Chand per azmat-e-Adam ka alm lehranay Qabilay dad hai yeh jurat-e-perwaz mager Chandni ko bhi kaheen bant na lain deewanay The last letter is 'y'...... Allah hafiz - Huma - 12-14-2004 <BLOCKQUOTE id=quote><font size=1 face="Verdana, Tahoma, Arial" id=quote>quote<hr height=1 noshade id=quote> AOA Aadmi joyay hawa say bhi nikel jain gay Chand per azmat-e-Adam ka alm lehranay Qabilay dad hai yeh jurat-e-perwaz mager Chandni ko bhi kaheen bant na lain deewanay The last letter is 'y'...... Allah hafiz <hr height=1 noshade id=quote></BLOCKQUOTE id=quote></font id=quote><font face="Verdana, Tahoma, Arial" size=2 id=quote> Yunhi udas raha to dekhna ik din main tamam shehar main tanhaiyan bicha doon ga na aon ga, na milon ga, na khat likhon ga tughay, teri khushi kay liye main khud ko yeh saza doon ga (NAsir Kazmi) A... HUMA - ophie - 12-14-2004 "A" Abhi talak to na kundan huay na rakh huay Hum apni aag mein har roz jal ke daikhtey hein ( Faraz) The letter to start with is "N" Good Luck mates - Humaira - 12-15-2004 AOA Na janay kab ka pohanch bhi chuka sar-e-manzil Woh shakhs jis ka hamain intizaar raah main hay the last letter is "Y" - mariam110 - 12-15-2004 Hi all,howz everyone doing?nice topic.well here's something by me. Youn to ajnabee sara shehar tha shayad is diyaar-e-ghair mein koee apna bhi habib tha. Youn to dushman hamara koee na tha Shayad is zamanay mein koee apna bhi raqeeb tha. Youn to hamsafar mera koee na tha Shayad is safar mein koee meray bhi qareeb tha. Youn to kaaghaz per khoon-e-dil say likha kuch na tha Shayad MARIAM andaaz apna hi kuch lateef tha.(MARIAM ABIDI) Do tell me how it was.bye bye everyone and tc. SYEDA MARIAM ABIDI - Huma - 12-15-2004 AYA hi tha abhi meray lab per wafa ka nam kuch doston nay hath main pather utha liye ruswaiyon ka aap ko aya hay ab khayal hum nay to apnay dost bhi dushman bana liye ( KATIL SHEFAI) regards HUMA |