bachi ka mazaker kia? - Printable Version +- Accountancy Forum (https://www.accountancy.com.pk/forum) +-- Forum: General (https://www.accountancy.com.pk/forum/forum-general) +--- Forum: General Discussion (https://www.accountancy.com.pk/forum/forum-general-discussion) +--- Thread: bachi ka mazaker kia? (/thread-bachi-ka-mazaker-kia) |
- sensible - 05-20-2010 kin baton main? details plz p - ciapk - 05-20-2010 Jo sirf shadi shuda ko pta hona chahyain. ap ki shadi ho gai hay tu mujy btanay ki zrorat nahin -) - yasir_live - 05-20-2010 Ciapk. Kya Aap waqai itnay Masooom Panchi hua kartay thay, Ya Aap nay Shadi dus saal ki Umer main farmaa li thi. Yaa hosakta hay k Aap nay CA kafi dil laga kar kiya ho, Wesaay bhi CA ka to naam bhi Esaa hi hay "C....A" Yani "Sirf yeh Dekh".........Yaar wesay mujhay tum young lagtay ho Tees saal k nahi ho Iss say chotay ho shayad, I think So, Kya hay aap ki Real Age if U don;t mind. Regards. - sensible - 05-20-2010 yaar kia faaltu ka tym ha, agr itna hi tym ha tou kuch yahan ja kar apna farz pora karo neechay diey huy comments ko parho and socho k kia karna chahiey http//edition.cnn.com/2010/WORLD/asiapcf/05/20/pakistan.mohammed.day.facebook/index.html?hpt=T2# - ciapk - 05-20-2010 Yaisr, Really m not prevaricating, sb log bat kr k hans rahay hotay thay main kehta tha mujy btao kiun hans rahay ho is main aisi kia bat hay. Waisay ab shadi ko 5 sal honay walay hain or waqai main 30 k honay wala hun -) - ciapk - 05-20-2010 Sensible, currently what we can do is only record agitation by not using face book and youtube untill they remove the contents as i am not using since 4 days - yasir_live - 05-21-2010 <font size="1"><blockquote id="quote"><font size="1" face="Verdana, Arial, Helvetica, san" id="quote">quote<hr height="1" noshade id="quote"><i>Originally posted by ciapk</i> <br />Yaisr, Really m not prevaricating, sb log bat kr k hans rahay hotay thay main kehta tha mujy btao kiun hans rahay ho is main aisi kia bat hay. Waisay ab shadi ko 5 sal honay walay hain or waqai main 30 k honay wala hun -) <hr height="1" noshade id="quote"></font id="quote"></blockquote id="quote"></font id="size1"> Meraay saath bhi ek martaba esaa hi hua tha lakin us ka reason Communication Problem tha, Main Pakistan main apnay ilakay k teen Pathan Doston k saath betha tha Aur Woh teeno Pashto main baat kar rahay thay Aur shayad koi hassi ki baat thi To wo Hass bhi rahay thay........Aur meray naa hassnay per unhon nay poocha k Yaar Aap bhi hasso aap itnay khamosh q bethay ho.......To yeh baat sun kar mari bhi hassi nikal gai, (Sorry 4 sharing Esay hi ek chota sa incident yaad agaya aap ki baaton say). Anyways Kya aap Ab bhi esaay hi hain k har cheeze dakh kar poochtay hain k yeh kya hay Yaa Ab aap kafi hadd tak samajdaar ho gai hain. chalo yaar mari dua hay isi taraah k bohat saray Paanch saal aap ki zindagi main ataay rahain. Wish U best of Luk. - ciapk - 05-21-2010 Thanx buddy, ab main papu ki tarah positive sochta hun -) |