pakistan ko Inqilaab ki zarorat hai - Printable Version +- Accountancy Forum (https://www.accountancy.com.pk/forum) +-- Forum: General (https://www.accountancy.com.pk/forum/forum-general) +--- Forum: General Discussion (https://www.accountancy.com.pk/forum/forum-general-discussion) +--- Thread: pakistan ko Inqilaab ki zarorat hai (/thread-pakistan-ko-inqilaab-ki-zarorat-hai) |
- TAHA ALI - 07-29-2009 AOA I AGREE WITH <font color="red">IRFAN KAZIM</font id="red"> KAY PAKISTAN MAY JAB TAK INQALAB NAI AA SAKTA JAB TAK IRAN KI TARHA KOI IMAAM KHUMENI NAI UTHAY GAA.OR INSHAALLAH PAKISTAN KI PARI LIKHI GENERATION IS MULK KO BACHAI GI. ASAL MASLA HAMARI AWAM KAY SAATH HAY AGAR PAKISTAN MAY KOI MASLA HOTA HAY FOR EXAMPLE LOAD SHEDDING , INFLATION ISS MASLAY PAR JAB TAK HAMARI AWAAM NAI UTHAY GI JAB TAKK KUCH NAI HOGA.JIS DIN BHE HUM PAKISTAN KI AWAAM AIK HO GAY US DIN SARI DUNYA PAR PAKISTAN KA PARCHAM LEHRAY GAA.HAMAIN CHAHIYE KAY HUM JIS BBHE FIELD MAY HAIN US MAY HUM APNA OR APNAY PYARAY WATAN KA NAAM ROSHAN KARAIN. INSHAALLAH WO WAQT DOOR NAHE JAB DUSHMANO KI BHI ZABANO PAR PAKISTAN OR PAKISTAN HOGA PLEASE LOVE PAKISTAN AS YOU LOVE YOUR MOTHER <font color="green"> PAKISTAN ZINDABAD ZINDABAD ZINDABAD PAKISTAN ARMY ZINDABAD PAKISTAN AIRFORCE ZINDABAD PAKISTAN NAVY ZINDABAD</font id="green"> - Mujahid - 07-29-2009 <blockquote id="quote"><font size="1" face="Verdana, Arial, Helvetica, san" id="quote">quote<hr height="1" noshade id="quote"><i>Originally posted by rabia-k</i> <br />mere khayal mein jo cheap sneakers ka sailab aya hua hai is forum pe, pehle uska kuch karo.please <hr height="1" noshade id="quote"></font id="quote"></blockquote id="quote"> Mein mazloom kia karoon? Ye to hamaray layeq fayeq admins ka kaam hai jo shayad khud ye links dekhnay mein masroof hein is liye delete nahee kartay [D] - awaisaftab - 07-29-2009 Iran k inqilab ka jaiza lena ho to sab se phele whan ki qumiat ka aur maslak ko dekhain. Whan majority farsi bolne walon ki ha hamare han kam az kam 8 bary qumain abad hain (Punjabi,sindhi,balouchi, pathan,urdu speakings,sarayki,hindko,kashmiri). aur har qoum ke afrad ke numbers 50 lakh se ziada hain. Is k ilawa iran main aksariat shia ha hamarain har maslak k log moujood hain aur total 4 maslak hain. So it is very difficult for our nation to bring a revolution in Pakistan like Iran. Although on Chief Justice Issue our nation carried a powerful movement but politicians of other provinces said that it is the movement of Punjab. I think they were wrong because the contrubution of the people of sindh and NWFP is too apparent in that movement but it is right that the people of punjab have participated in the movement actively. This movement was a sign of revolution. Iftikhar Muhammad Chaudary is a great man, nations has many expectations from him. I think k wakla ki yeh tehrik paigham ha k Pakistan k awam kisi bhi waqt inqilab k liay uth kharay ho sakte hain mager yeh halat pe munhasir ha. Now our supreme court is going to do the trial of Pervaiz Musharaf if Supreme Court does it then it will be a historical step towards supremacy of law. Jis mulk main insaf na ho wo mashra tabahi ki traf rwan dwan ho jata. Insaf do trah ka hota ha Msherty Insaf (Social Justice) aur Maushi Insaf (Economic Justice) mager sad afsos k hamarain han donon hi insaf moujood nhn. Chief justice Mr. Justice Iftikhar Muhammad Chaudry has said many times that an independent judiciary is a guarantee of economic development. How an independent judiciary can contribute towards economic development ii is too long discussion and many page can be written on it. After second world war bartania ki economy aur infrastructure tabah ho chuka tha kisi ne us waqt ke U.K k prime minister Sir Winston Leonard Spencer Churchil se poocha k ab bartania ka kia ho ga hamara mulk to tabah ho gaya sir chirchle ne jawab dia dekho ager hamary idaltain insaf ker rhayee hain to koyee masla nhn we shall achieve our past glory. Regards, Awais Aftab - nakaiun - 07-29-2009 we should give credit to people of pakistan not to the army |