03-17-2006, 04:48 PM
AOA[)]
Q- IT IS EASY TO SLEEP WITH AN ACCOUNTANT?
Ans-i think its not easy to sleep with an accountant...as sajjab said that an accountant take cares of ur business ...but here is another problem ...n the problem is sleep....accountant kabhi sonay nahi daitay her waqat 2+2 hi kertay rehtay hain even aadhi raat ko baith ker millions ki calculations kertay hain..any how iss baat say mujhay ek waqiaa yaad aa gaya hai to main nay socha kiun na share ker loon....
meri sis kay exams honay walay thay aur us nay revision shuru ki hui thi...sara din bechari ek hi Q per atki rahi ..aur us ki adat hai kay kaam hamesha pura hi kerna hai aur woh problems ko solve kiyay beger nahi rehti ...perh perh ker uss kay demaagh main khush ho gai tha ...adhi raat ko uth ker mujhay jaga ker kehti hai humaira uthoo main nay woh Q solve ker liya hai jo mujh say nahi ho raha tha aur pata hai main nay mama say poocha tha unhoon nay kaha kay us digit main main nay point laga diya tha iss liyay solve nahi ho raha tha ..........aur yeh tamam guftagoo us nay sotay main ki thein main nay uss say lakh kaha mager woh na mani kay woh so jay ....aakhir main nay haar mantay huay us ko milk ka cup pilaya aur sulaya subhu us ko koi baat bhi yaad na thi...even milk bhi yaad na tha...
so my experience is kay kabhi bhi accountant kay saath mat sona...[)]
Allah hafiz
take good cares of others n ur deeds also
" NOthing in this world can compansate for the loss of self-respect,nobleness of mind and self-honour "