05-07-2010, 02:51 AM
triwhdxk Bhai,,
AOP Tax naam ki koi cheez nahi hay pakistan may, kam say kam ye tax may nay to nahi suna pahly kabhi,,
dosri baat ye k pakistan may Income tax nature of income pay lagta hay,,,,,, Business Status (proprietor, AOP, Company) par nahi.... koi business status na to taxable ho sakta hay or na hi exempt.
Nature of income taxable ho sakti hay or exempt bhi.
AOP ki jo bhi income ho usi k hisab say us par income tax lagy ga,,, agar normal income hay to normal tax rate, agar FTR ki income hay to FTR k rate.
AOP ka profit partner k darmeyan usi hisab say divide ho ga jo k partnership deed may darg ho ga,,, AOP k profit ko Dividend nahi kaha jata,,, or na hi is par Dividend 10% income tax lagta hay,,
AOP us profit par tax ada kar chuki hoti hay is waja say jab koi partner us profit ko apni dosri income k sath jama kar k tax laibility nikalta hay to us surat may usy AOP rebat milta hay,