10-19-2010, 07:39 PM
Zaidi bhai,,,,
Purchases do tarhan say ki jati han,,,,
1- Ap quotation laytyn hay or supplier ap ko item supply karta hay is surat may ap us ka withholding tax deduct kar sakty han, supplyer bhi aytraz nahi karta kyon k wo price may add kar k quotation karta hay.
2- Kuch purchases aap shops say ja kar karty han , aysi surat may shop kipper ap ko withholding nahi karny day ga, kyon k wo retail prise par aap ko item sale karta hay.
Ik retailer ki income supplies k nahi hoti hay, wo turnover par tax dayta hay is waja say aap us ki income par U/S 153(a) tax deduct nahi kar sakty,