11-03-2010, 08:06 PM
Agar ap AOP ko hi run karna chahty han to, ap apni partnership deed may amendment kar layn, jo partner jana chahta hay wo chala jaye or un ki jaga koi 1 partner or add kar layn, us k baad apni registration may amendment kar layn naye partner ki.
Agar aysa nahi karty to ap k 2 partner k nikal jany say aap ki partnership dissolve ho jaye gi, or ap ki AOP ka NTN or sales tax ap ko surrender karna pary ga.
Agar aysa nahi karty to ap k 2 partner k nikal jany say aap ki partnership dissolve ho jaye gi, or ap ki AOP ka NTN or sales tax ap ko surrender karna pary ga.