12-06-2010, 06:32 PM
Jab ap withholding agent hoty han to ap dosry person ki income par tax withheld karty han apni income par nahi,,,
Is waja say ap ko sirf ye daykhna hay k ap ka turnover 50 million say zayada hay ya nahi, agar zayada hay to aap withholding agent hon gay warna nahi,,,,,, withholding agent bany ya na bany say aap ki income ki nature ka koi taluk nahi hay k wo normal income hay ya FTR ki,,, sirf turnover dayka jaye ga k 50 million hay ya nahi.