02-16-2011, 03:21 PM
Arsalan Bhai,,,
Sada sa rule hay k agar employee ki income par employer tax dayna chahta hay to pahly employee ki income par tax calculate karyn gay, jo tax amount bany ga usy employee ki taxable income may add kar k dobara say tax calculate karyn gay or dosri bar jo tax bany ga wo tax employeer ada kary ga.
Ab chahy ap tax marginal relief k sath nikalyn ya us k baghar ye ap par depend karta hay k aap ko kis tarhan say saholat ho.
Agar employee ki taxable income 2800000 hay
To tax rate 16% k hisab say us ka tax 448000 banta hay.
Ab agar employer tax ada karna chahta hay to ap 448000 ko employee ki taxable income may add kar dayn, to employee ki taxable income 3248000 ho jaye gi,
Is par tax rate 17.5 k hisab say 568400 tax bany ga ab ye tax employeer jama karwaye ga.