03-12-2011, 06:33 PM
Arsalan bhai,
Ap bohat aasan alfaz may samjha rahay hayn, par mujhay ab bhi ap ki problem samajh nahi aai.
Baz okat ghalat terminology ki waja say asan si bat ko samajhna mushkil ho jata hay,
Claim sirf Input tax hota hay, output tax claim nahi hota usy declare kiya jata hay,
Yani k output tax jis k liye ho ga wo declare kary ga, or input tax jis k liye ho ga wo claim kary ga.
Mujhay sirf ap ye bata dayn k, ap nay apny return nay jo output declare kiya tha wo invoice may jo tax mention tha wo ya ya, jo ap ko output tax received howa withheld hony k bad wo declare kiya aap nay.