05-16-2006, 12:14 AM
<blockquote id="quote"><font size="1" face="Verdana, Tahoma, Arial" id="quote">quote<hr height="1" noshade id="quote"><i>Originally posted by Muhammad Ahmad</i>
<br />Ghalti her inssan se hotti ha lakin ghalti ko man laina aur doosroon ki rai k ahtram kerna hi barrai ha............
Battain rukh wali hon yah be-rukhi, insan ko hameesha apna Rukhee- Qeblla theek rakhna Chaheeya, aur dil ko Sisha ki manind,taakeh donoon rukh nazar a sakain...........lakin lagtta ha is Materialistic duniya duniyan main Chesoon/Chehroon ke kai kai rukh hain........ Lakin PRACs ka joo yah Rukh hai Mujah to boht pasand aya hai kiyonka is k DIl sisha ki Terha SAF hai......... baqi raha sawal Humaira Ka to Apne qool ki woh Khud Zimadar hai.......
Regards for PRACS
<hr height="1" noshade id="quote"></font id="quote"></blockquote id="quote">
khiriyaat hai na....main nay kiya keh diya hai aap ko jo aap mujhay suna rahay hain.....aur galti kiya hui ab .....[)]
sorry bhai ab mujh say dobara justifications nahi hoti mujhay chir aati hai justification dainay say....
aap log criticism karoo lakin meri zaat per kiun ...kiya topics kam per gay hain....[D]
rukh-e-qibla aur sheesha ,faith aur dil hi hain na....to in ka zimma Allah k supurd hua.....jahan tak qool-o-fail ka taalook hai to woh to her shaikh khud hi uthay ga...na aap kissi k qool-o-fail ka zimma uthaoo gay na hum ...sab apna apna hi uthain gay....to iss ka zimma bhi Allah k supurd hua....[)]
criticism insaan ki behtari k liyay behtar hain mager jab topic ki baat aay to iss ka maqsad different point of views laina hota hai na k topic walay ka maqsad apni zaat k liyay critics ikathay kerna.....[)]......
hope so u got the point...[D]
regards for every one[D]