10-19-2010, 11:50 PM
Anfal bhai,,,,
ap abhi bhi meri bat nahi samjhay,,
income tax na to supplier pay lagta hay na retailer pay,,,,, income tax income par lagta hay, isi liye nature of income ko daykha jata hay,,,,,
ap nay ye reference diya,,
"Provided that turnover chargeable to tax under this
section shall not include the sale of goods on which tax is
deducted or deductible under clause (a) of sub-section (1) of
section 153"
is para ko agar ghor say parhayn to is may 2 income ka zakar kiya gha hay, 1 income to saf saf nazar aa rahi hay jis par 153(a) tax withheld howa ho yani k supplies ki income, dosri income wo hay jis may supplies ki income shamil nahi ho gi jis par U/S153(a) tax withheil howa ho, ye retail ki income hay or is par trunover tax lagy ga,
ab sawal ye hay k us income par trunover tax kyon lagy ga? isi waja say lagy ga k is income par U/S153(a) tax nahi withheld ho ga, kyon k 1 income par 2 bar tax charge nahi ho sakta,
agar 1 LTU kisi retailer say purchasing kary to kya wo us par sales tax withheld kary ga? nahi kary ga ,,,,,,, kyon k retailer sales tax invoice issue hi nahi karta,,,,, wo sales tax bhi trunover par dayta hay,,,,,
daykhayn retail ki income or supplies ki income may mamoli sa farak hay,,, agar ap ik shaks ki shop par ja kar koi item purchase karty han to ye us shaks ki retail ki income hay, agar wohi shaks wohi item ap ko la kar dayta hay to ye ius ki supplies ki income ho gi,,, dono surton may us ka profit mukhtalif ho ga isi waja say tax rate bhi mukhtalif ho ga,
Anfal bhai zarori nahi k har baat kanon ki kitabon may likhi ho,,, aksar okat halat or wakayat say bhi samajhna parta hay...