10-29-2010, 08:02 PM
Ap apny individual k status ko AOP nahi kar sakty,,, kyon k 1 individual AOP nahi ho sakta hay, 2 ya 2 say zayada individual k milny say AOP banti hay, ap 1 partner ko apny sath mila k 1 AOP to bana sakty han par apny status ko AOP nahi kar sakty,,
Baki sales tax registration transfer ka to may nay kahin parha nahi hay.
Baki sales tax registration transfer ka to may nay kahin parha nahi hay.