![]() |
MTS Column in Annual Employee Statement - Printable Version +- Accountancy Forum (https://www.accountancy.com.pk/forum) +-- Forum: The Profession (https://www.accountancy.com.pk/forum/forum-the-profession) +--- Forum: Tax (https://www.accountancy.com.pk/forum/forum-tax) +--- Thread: MTS Column in Annual Employee Statement (/thread-mts-column-in-annual-employee-statement) |
MTS Column in Annual Employee Statement - nomanejaz2009 - 08-30-2010 Mein first time annual employee statement jama karane ja raha hun 149 ki us mein MTS ka column hai, ab mein mts kaise fill karon, Minimum time Scale Kis tarah Nikalo for examle agar kisi ki salry 16500 us mein Basic 9600 Hous Rent 4320 Convence 300 Medical 960 Other 820 ======= 16000 ======= ab mein mts kis tarah nikalo, aur us mein do colum aur b hain wo yeh gross salary aur chargeable salary in dono mein kia farq hai. aur plz yeh b baatain k agar koi kisi bande 3 maheen kam kiya aur hum ne us ka tax kat k jama kara diya, ab jb k 3 maheena bd wo job chor deta hai, e.g taxable income 15000 * 12=180000 to is hisab se tax kat liya tha, ab jb k 3 maheena k hisab se 15000*3=45000 wo taxable nahi raha but us ka tax jama kaara diya, ap plz yeh baatain k jb wo apni i.tax return kis tarah fil karega. - mirfawad - 08-30-2010 [quote]<i>Originally posted by nomanejaz2009</i> <br />Mein first time annual employee statment jama karane ja raha hun 149 ki us mein MTS ka column hai, ab mein mts kaise fill karon, Minimum time Scale Kis tarah Nikalo for examle agar kisi ki salry 16500 us mein Basic 9600 Hous Rent 4320 Convence 300 Medical 960 Other 820 ======= 16000 ======= ab mein mts kis tarah nikalo, aur us mein do colum aur b hain wo yeh gross salary aur chargeable salary in dono mein kia farq hai. aur plz yeh b baatain k agar koi kisi bande 3 maheen kam kiya aur hum ne us ka tax kat k jama kara diya, ab jb k 3 maheena bd wo job chor deta hai, e.g taxable income 15000 * 12=180000 to is hisab se tax kat liya tha, ab jb k 3 maheena k hisab se 15000*3=45000 wo taxable nahi raha but us ka tax jama kaara diya, ap plz yeh baatain k jb wo apni i.tax return kis tarah fil karega. [/quote mention the basic pay in MTS coloumn as well. If you have deducted and deposited the tax from the salary of employee who left after three months then you must mention this on statement. - nomanejaz2009 - 08-30-2010 its mean k main m.t.s ki jaga basic salary 9600 likhun. thanks buddy |