08-30-2010, 04:07 PM
Mein first time annual employee statement jama karane ja raha hun 149 ki us mein MTS ka column hai, ab mein mts kaise fill karon, Minimum time Scale Kis tarah Nikalo for examle agar kisi ki salry 16500
us mein
Basic 9600
Hous Rent 4320
Convence 300
Medical 960
Other 820
=======
16000
=======
ab mein mts kis tarah nikalo, aur us mein do colum aur b hain wo yeh gross salary aur chargeable salary in dono mein kia farq hai.
aur plz yeh b baatain k agar koi kisi bande 3 maheen kam kiya aur hum ne us ka tax kat k jama kara diya, ab jb k 3 maheena bd wo job chor deta hai, e.g taxable income 15000 * 12=180000 to is hisab se tax kat liya tha, ab jb k 3 maheena k hisab se 15000*3=45000 wo taxable nahi raha but us ka tax jama kaara diya, ap plz yeh baatain k jb wo apni i.tax return kis tarah fil karega.