06-15-2010, 02:59 AM
bhai daikho na seedhi sadhi calculation hay, 2 sy 3 sal pehlay ghr main aik shadi ho chuki hay agr bari behan warda sy 2 sal bri hoti tu inki shadi ikathi he krtay being arain family, or arain family qreeban 24 sal tak byti ki shadi kr daitay hain ab unki bhanji 2 sal ki hoi tu it means k baji jo hain wo qreeban 27 ya 28 ki hain or wardah tqreban 22 ki hoi, drmyan main 5 saal k gap hoa or wardah ki hrktain kehti hain k wo 22 ki nahi hay tu phr tqreeban 24 ki hoi or ghr main shadi ki batain b chal rai hain, hence proved k tqrreban 3 saal ka diff hoa km sy km -)?
Assumptions
1. bhanji behan bhaion main sb sy bri hy.
2. Shadi k next year main dnya main ai hy
3. wardah log bhlay karachi main rhty hain laikin soch jalndhri arain wali he hay.
4. Wardah log 2 he behnain hain.
Aee smj? hun kr k vikhao fail. -)