krti hai count but major contribution wife ki luck ki hoti hai is ki boht c examples milti hain islamic pt of view sy bhi. . .infact complete sentence ye hai k paisa bivi ki qismt ka or bchy hubby kin qismat k hoty hain )
Hmmmm, ghaliban aisi aik Hadeeth bhi hay jis main aik Sahabi RA kafir ghreeb thay tu Hazarat Muhammad SAW ny unhain mashwra dia tha ki shadi kr lo. But it a religious point of view. Is main koi shak nahin k mehnat ham he krtay hain bt aisa bhi hota hy buhat ziada n=mehnat k bawajood required return nahin milta. so only mehnat doesnt count. both mehnat or luck important hain. Shadi shadi k bad rizq is liay ziada ho jata hay k number of dependents brh jatay hain tu Allah un k hisay k rizaq bhi aap k zriay sy unhain daitay hain -)
apko abi kaisay pta? aisa kro unki cureent salary ka pta kro jb apki shadi ho jay or unki salry main jitna increase ho wo un say lay lain k yay mri qismat k hain idhr lain -)