Security Cameras chahay import kiye hon ya yahan say purchase kiye hon,, un par diya gya input tax sirf usi surat may adjust ho sakta hay agar un security Camras ko ap nay for the purpose of resale liya ho,,,
agar resale nahi karna or apny use may rakhna hay to fixed asset book karna pary ga, or 12 kiston may input tax adjust ho ga,,,
agar expense book karyn gay to cost+sales tax expense book ho ga,
office equipment is fixed assets bhi ham 12 month main claim kar saktai hain?? ya wo assets only production se relate hona chaye? like photo copier, computers, fax machine, split etc
ap claim karsaktay hain agar ap is ko apni balance sheet may bhi dekhain zaroori nahi hay assets sirf plant and machinery hi ho service industry bhi to hay wahan to production assets nahi hotay
ji ye to hay,,, par kisi ki baat par yakeen karny k bajaye,, ap reference lay kar khud samjhny ki koshish karyn gi to ahista ahista consept bahtar ho jaye ga,,,,
or wasy bhi ab to ap nay pharna sharo kar hi diya hay,, hahahahah