03-27-2006, 01:27 AM
yaar yehi to keh raha hoon mai ke ab kamane ke saath CA karna dificult hoga.....no doubt it is a good field and i have seen an instance in which somebody did his MBA aur phir job ke saath CA nikala....aur to aur us ki shaadi bhi mba ke foran baad hogai thi...now just imagine kaise us ne manage kiya hoga lekin us ki determination thi kargiya.....agar tum itni mehnat karsakte to bolo....dekho log MBBS, CA, eng ya koi bhi degree ke baad MBA karte hain becuz its a good combination lekin MBA karne ke baad kisi aur fulltime profession ke liye jaana kafi mushkil hota hai kiyon ke its time consuming and MBA itself is a professional qualification.....agar tum ne MBA ke baad job shuru na ki to believe me regret karo ge.....experience bohat count karta hai aur utna hi important hai jitni ke qaulification....
CA karo to pura karo warna koi faida nahi....ise behatr option mai ne aap ko bataya tha ke aap CFA karlo kiyoon ke woh less time consuming hai.....agar tum job ke saath CA nikaal sakte ho to phir CFA bhi kar sakte ho....demanding hai lekin rewarding bhi hai.....paanch saal baad app CFA karne ke baad aur bhi achi position mai honge....MBA marketing CFA ke saath Acha combination hai....koi bhi investment bank tumhe hathon haath lele ga......log CFA karte hi job ke saath hain islye job bhi koi issue nahi...
tumhe agar aab bhi CA ka shoq hai to phir jao lekin bata doon assan nahi aur sab se barh kar time ka issue hai.....warna CA karke bhi tum 5 yrs ke baad achi position mai hoge.....lekin kiya 5 saal mai CA karlo ge?