07-23-2007, 10:05 PM
Meray bhai main pahlay likh chuka hoon kah yah kom nahi awam hain jo tmash been hain.
aap inn tmash beeno (including me) say kia umeed rakhtay ho sirf tmasha daikh kar clapping kar saktay hain
kom to wo japennies thay jub un k chief of army staff nay PM k kam main interfere kia to PM ki awaz par puri "KOM" ahtjaj k liaye sirf 2 ghantay main uth khari hui the aur aglay hi din army k sabi jenerals ko sar-e-aam phansian de gayen the ta k ayenda koi iss tarah ki harkat ki jurat na karay dur janay ki baat nahi issi tarah ka wakia humaray neighbour country INDIA main b pash aa chuka hay...................