02-03-2010, 07:46 PM
<font size="1"><blockquote id="quote"><font size="1" face="Verdana, Arial, Helvetica, san" id="quote">quote<hr height="1" noshade id="quote"><i>Originally posted by WARDAH</i>
<br />@YASIR. . .very well points u took.must be one of them u mentioned.mai baqio ki bhi raye laina chahti hun.yasir yeh bhi btao tum is kay favour mai ho k ni.baqi sub bhi btain.phir is say agay aik sawal mazeed pochon gi mai
REGARDS,
WARDAH
<hr height="1" noshade id="quote"></font id="quote"></blockquote id="quote"></font id="size1">
Yaar wesay to aksar log favor main nahi hotay doosri shadi k...Lakin life ka kuch pata nahi hota kabhi kabhar esaay halaat pedaa hotay hain k Insan woh sab bhi kerta hay jis k baraay main us nay khud bhi nahi socha hota hay....Aur phir woh sab kernay k baad apnaay ooper hairaan bhi hota hay.
Mostly peoples Islam ko beech main le atain hain apni doosri shadi ki baat proof kernay k liay. Lakin Ibtidai dor main Log xiada shadian is liay ker tay thay shayad To grow More Muslims and evetually to expand islam. To aaj kal to kisi ko is tarah k intensions main nai dekha... Log apnay thurkey panay main kertay hain doosri ziada tar.
I mean naseeb or phir halaat per bhi hota hay.....Ab farz karo main shadi kar leta hun aur shadi k bad DIA MIRZA mujhay shadi ki offer kerti hay...Bolay k Yasir mujh say shadi karo main tumharaay baghair nahi reh sakti.....To mujhaay doosri shadi to kerni peray gi naaaa yaaaaaar [D][D] Yeh sirf misaal thi.
Ab aur konsa sawaal hay tumharay damagh main woh bhi fermaa do [)]