02-17-2010, 07:14 PM
Pakistan main i mean punjab may jab tak punjabi films ban'na band nahi honge, pakistani films aisay he bure tarah pit'ti rahain ge.
Punjabi films hahahhahahaha
nam he nakami ki zamanat hota hai jesay k;
- Achhu Lahoria[8D]
- Pappu Badmasha Da[8D]
- Yaar Badmash[8D]
- Ajj Da Badmash[8D]
- Bala Badmash[8D]
- Bau Badmash[8D]
- Ghunda No. 1[8D]
- Ghundi Ran[8D]
Etc.
Yeh filmain badmashi say shooro ho kar badmashi per he khatam ho jati hain.
hahahahhaha, in sameet aisee saree films sirf punjab tak mehdood hoti hain even yeh films main nay karachi may bhe chalti nahi dekhin, yeh punjab say start ho kar waheen khatam ho jateen hain.
Mera khayal hai pakistani cinema halls ko toor kar unki jagah Lari Adday bana dena chahiye ta kay kam az kam traffic ka nizam to behtar ho sakay punjab main.[D]