04-09-2010, 05:09 PM
Childhood shararton, choti choti khawaishon aur laad piyar main guzrta ha. Choti choti hasratain masoom khawishat ,khail kood aur sharartain yeh sab bachpan ka hissa hota ha. Eid ,Ramzan aur dosre festivals bohat attract kerte hain. Dil chata ha har waqt rishtedar ghar pe rahain ya hum un k han jate rahain aur ager chacha, mamoon ya kisi aur relative k ghar rukne ka moqa mil jay to hum samajhte hain k koyee bohat bara khazana hat agaya .
Teenage ko hum 2 parts main divide ker sektay hain ek early teenage jis main bande ko apni shksiyat aur personality ka ehsas hota ha. The early teenage is full of a combination of many emotions and feelings. Jazbaat Na khataam hone wale jazbat tarah tarah kee arzoain,umeedain,khawaishain aur puri diniya apko ek dam se bohat khoobsura lagne lagti ha. Dostian yarian cricket, hokey ke match ye sab teenage ka hissa hota ha. When one moves towards mature age he designs his aims and ambitions, you may say it 2nd part of teenage.
Jab ap mature age main chale jate ho tu ap pe ahista ahista zimedarian parna shru ho jatee hain in ka aghaz ap kee university life ke end pe hota ha yani after masters. Job k bad hum stable hone kee koshish kertain hain financially tor pe. Nit nay model k mobile her week shopping ,hotelling and new model bikes or cars but after some year apk ghar wale khetay hain k ab shadi ka socho phir shadi sari ayashian dhari kee dhari. Us k bad bachay aur responsibilities or zimedarion ka toofan phir bachon kee parhai ,terbiat unki zarooriat aur aakhir main unki shadian.
Us k bad ap ka bhurapa shroo ho jata ha ,middle age phir retirement aur phir bhorapa us k bad ap ka ziada waqt masjid ya ghar pe guzrta ha kuch arsay main apko ehsas hota ha k ap k hum umer relatives aur friends duniya se ek ek ker ke jana shroo jo gay hain .Isi liay apko apni aakhirat ki fikar ziada hojati ha wo log bhee jo jawani main Molvion ka mazaq uraya kerte the apne chere sunate nabvi se munawar ker letain hain ,sar pe topee, hath main tasbih aur lambe lambe QAYAM O Sajood. Jo log phele se mazhabi hote hain wo aur mazahabi ho jatain hain. Is umer main bande kee halat ek student kee tarah hotee hai jis ka exams qareeb hon. Ager ap ne apnee zindagee deen k mutabiq guzari to ap kisi had tak mutmain honge but ager apne Allah aur us k rasool k hukmon ko nazarandaz kia huwa ho to apke halat aakhiree umer main us student ke tarah ho gy jis ne pure saal ayashi ke aur akhir main exams ke khouf se uskee neendain ur jati hain. Phir kisi lamhay mout ka yakhbasta, thanda , sufaid hath apki sherag per phonch jata ha Ah!!! Mout. Death is the biggest reality of the word but we donât realize it and when we realize jab tak bohat dair ho chukee hoti ha.
Har Nafs ne Mout ka Zaiqa chakna ha
Sari jawani jin bachon k liay ap apna app khapate rahe apke qabar main jate hee unke ankhain phir jati hain. Un k paas itna time bhee nhn hota ke wo ap k liay ek sipara parh ke esale sawab kerdain ya ap ke naam pe sadqa kerdain.
Sari zindagi hum duniya k peechay bhagte hain bari bari kothian bangle banate hain aur akhir main 4 gaz zameen muqadar bantee ha.
Doston duniya k umeedwar bohat hain but duniya mehdood hai duniya main sakht merit ha jab ke aakhirat k liay apka kisi se competition nhn ha bus ap apne amaal per tawajah dain Allah aur us Rasool (SAW) k tariqon k mutabiq zindagee guazrain Allah apko zaroor akhirat main uska behtreen ajar dega.
With best wishes for all of you
Regards,
Awais Aftab