05-27-2010, 08:07 PM
Agar us ki sirf salary income hay 2,78,000/= to us ki tax liability 2,085/= hi ho gi,,,,
Tak liability nikalny k bad aap tax adjustment kar k taxpayer ka payable ya refundable tax nikalty han..
Missal k tor par tax liability hay 2,085/=
Ab ap is may say less kar day jo WHT withheld kiya tha employer nay yani 2,085/=
Ye 0 ho jaye ga , taxpayer ko return k sath koi tax nahi jama karwana pary ga,,,
Han agar us k mobile phony a telephone par advance tax deduct howa hay to aap wpb hi less kar sakty han, or agar us nay new car kharidi hay ya, apni car ka excise duty k sath advance income tax jama karwaya hay to aap wo bhi less kar sakty hay,,
Yani agar bilfarz us k mobile phone par 1000 or car par 700 advance tax deduct howa tha to a bap jab isy less karyn gay to aap k aps jawab -1700 aye ga ye app ka refundable tax ho ga.