06-30-2010, 03:58 PM
âAdjustmentsâ vs âCompromisesâ
I would quote a typical example of Smoking habit of men. We most often hear a girl say âtum mere liye itna nahee kar sakte?â. O kuriye, jo tumhare liye itna sa hai woh zaroori nahee keh us ke liye bhee itna sa ho. Agar, larki yeh kahe keh tum smoking kam karo, ya ghar mein mat karo, ya mere samne mat karo to yeh shayed mard ke liye âadjustmentâ ho aur woh aisa kar sakega. Lekin agar larki kahe keh tum bilkul smoking chor do to agar yeh mard ki habit hai to shayed aisa us ke liye zyada mushkil na ho lekin agar shoq hai to zyada mushkil hoga, in both cases, it might be classified as âcompromiseâ. Ya to woh is baat ko nahee mane ga ya phir jhoot bole ga keh chor diya hai. Museebat yeh keh mard sara din be shak smoking na kare lekin ghar jane se pehle zaroor kare ga kyon keh use pata hai ghar mein nahee kar sake ga and paband ho jayega. Aur larki ko salan jalne ki smell be shak na aye, tobacco ki smell zaroor ajati hai chahe munh se ho ya dress se. Now in this particular example, the mid-point is to make âadjustmentsâ. Mard ko bhi samajhna chahiye keh meri wife ko pasand nahee hai is liye ya to smoking ke effects kabhi wife tak na pohanchne de ya phir totally chor de, it depends. Larki ko bhee samajhna chahiye keh shayed woh totally smoking ko na chor sake is liye kuch adjustment woh bhi kar le keh agar use husband ke pocket mein kisi din lighter nazar aye to is baat ko ignore kar de and ise issue na banaye. Warna jhoot bolne ki aur chup kar koi kaam karne ki aadat to woh khud use daal rahi hai.