07-29-2010, 07:15 PM
ye to mujhy bhi smjh ni ati log milty hain rsty mai phir acha chl bhi rhy hoty hain phir achank hi ajeeb gap ajata hai kbhi kbhi to pocha bhi ni jata k aisa kio hua but phir wo apny rsty hum apny rsty or kbhi kbhi soch to ati hai thori bohat yad bhi but shayd wo itny imp ni hoty or shayd hum bhi un k liey itny imp ni hoty k wjohat janain bus zindagi ki gari agay brh jati hai. . . ye to huay aam log. . . pr jo khas hoty hain matter krty hain life mai un sy to wja pochi jati hi hai wja btai bhi jati hai.koi ghalet fehmi ho to door bhi ki jati hai phir gly ki mrzi sath chly ya na chlay. . .ab us sy bhi agay khas-ul-khas log wo kio atay hain phir chly kio jaty hain itna pyar hony k bawajood to jwab kuch yun hai k wo mamla phir hmary bus ka ni hota wo kuch oper waly ki mrzi hoti hai.aik novel ki aik baat bohat dil ko ja k lgi mairy wo kuch yun thi k. . .
"yeh jo log kehty hain na keh jis sy mohabbat hui wo nahin mila.aisa pta hai kio hota hai?"
"mohabbat mai sidaq na ho to muhabbat nahin milti.no saal pehly mainy jb jalal sy muhabbat ki to pury sidaq k sath ki,duain,wazify,manatain kia tha jo mainy nahin kr chora mager wo mujhy nahin mila"
"pta hai kion? kion k us wqt tum bhi mujhsy mohabbat krny lgy thy or tumhari mohabbat mai mairi mohabbat sy ziada sidaq tha".....
is k baad or ziada explain krna iski khobsorti kho dy ga to yahin tk )