08-05-2010, 07:32 PM
Anamz.
Yeah, main nay Tumhhari Starting post parhi hay kuch kuch, Dear itni lambi post main nahi parh pata hun dekh kar thakan hojati hay ) tu isay kabhi mind mat karna plz,
No dear, Kasim tumharay hi bulanay per Aya hay, As uss nay yeh baat mujhay E-mail per batai thi, k Main Anamz k bulanay per aunga agar aya tu, Phir main nay bhi usay anay ko kaha Tu uss nay kaha Dear tumhari tu humari nazar main koi hasiat hi nahi hay )
Baqi I think Wardah, Tu apni Nature ki wajah say wapis i hay, Yeh naraaz-gian Aur nafratain in k buss ki baat nahi.
Baqi Ciapk nay bhi kisi hadd tak in dono ko bulaya tha kasim or wardah ko, Lakin khass tor say woh wardah ko xiada insist nahi kar sakta tha WArna uss ka raat ka khana bund ho jata hehehe. Sorry Ciapk..............
Regards.