08-28-2010, 02:41 PM
lap top bhai sirf ek sawal aur wo yeh k nex year mein salary 480,0000 aur is year 518,410 ho gai hai, to peechle saale weatlh statemtn jama nahi karai according to law kiun salary 500,000 se zyda nahi thi lakin ab salary 500,000 cross kar gayi hai, to kaise weatlh statement fill karo, aur us ki reconcilation kaise bano,
aur ek sawal yeh k agar koi full time teacher hai aur 75% rebate bhi leti ho, aur us ne kahin investment bhi ki hui hai jaise k bank profit wagera wagera to kia ab b us teacher ko 75% rebate milea.
aur ek sawal yeh k agar kisi ki salary income ho aur other source of income ho to kia wo apna salary ka tax telephone bills wagera se adjust kar sakta hai,
lap top bahi mein wait kar raha hoon.