09-13-2010, 06:23 AM
Cute-Doll AND Namia Beera.
Dear Aap dono itni Nanni-Kakki bunnay ki kyun nakaam koshish kar rahi hain. Aap k ghar main yakeenan GEO ya ARY tu chalta hi hoga Aksar, tu uss main Dr.Amir Liakat bhi tu atay haina yaar. Programms main nahi Tu un k Advertisement tu dakhain hi hongay.
Wesay Tum dono ka SAWA-maheena kab khatam ho raha hay ) Ho tum dono Motti Motti lakin bilawaja nazuk nanni bannay ki koshishain )
Regards.