10-05-2010, 04:37 PM
Namia.
Mujhay tu lagta hay k tum ghussay main sirf HUH HUH karti ho. Itna ziada mat kia karo, Mujhay tu darr hay kahin Huh Huh Huh kartay kartay ek din balgham moo say nikal kar tumharay keyboard per naa ajai.........
Acha sunao na apnay ghussay ki kahanian, yahan mujhay yakeen hay k koi bhi tumharay school ka nahi hay hota tu uss ki baaton say andaza ho jata )
Regards.