10-12-2010, 06:03 PM
Dear Kasim,
At the onset, i would second ciapk of whatever he said.
Allah is a sole doer of everything and he is a sole authority to do whatever he(Allah) wishes.
No doubt, Allah nay insan k peda honay say 50,000 pehlay he likh diya tha k us k naseeb may kia hai. Everything is pre-written.
Lakin iska matlab yeh hargiz nahi k hum hath pay hath rakh k beth jyn k jo humaray naseeb may hai wo humay milay ga, no doubt jo humaray naseeb may hai wo humay milay ga, lakin usay hasil karnay k liye mehnat hum nay he karni hai, kyun k humay nahi pata k humaray naseeb may kia hai, aur jis cheez k liye insan mehnat karta hai Allah pak wohi usay deta hai kyun k wohi uski kismat may hoti hai.
You dont know that what would you eat tomorrow, but you would eat the same thing for which you put efforts to eat. (Although the same is pre-written in the fate, by Allah)
You might have heard, aik dafa Hazrat Ali(R.A) namaz k liye thay k unho nay apnay ount (camel) ki hizafat k liye aik Badvi(villager) say kaha k main namaz parh leta hon tum jab tak mere ount ki hifazat karna, jab Ap(RA) namaz say farigh hue to dekha k wahan na ount hai aur na wo Badvi, Ap(RA) ko aik jagah apna ount mil giya lakin us k uppar jo lakri ka Kacahawa hota hai, wo na tha.. ap nay wo Kacahawa aik dukan pay dekha, us dukan walay nay batiya k yeh usay kise shaks nay 2 Dharam ka becha hai, Ap(RA) nay kaha k, may nay socha tha k jab namaz say farigh ho jaon ga to is shaks ko 2 Dharam batoor inam donga.
Yani us k naseeb may wo 2 dharam thay lakin us nay rasta galat ikhtiyar kia un 2 dharam ko hasil karnay k liye, although usay mila wohi jo us k naseeb may tha..
Jo kuch insan k naseeb may hai, na usay us say kam milay ga aur na he zada, aur jab taq usay us k naseeb ka nahi mil jata, usay kuch nahi ho sakta...
Agar insan k naseeb may aik Apple hai, tou us apple k is insan tak pochnay may jitnay bhe processes hon gay (Yani aik apple plant laganay say apple k us insan tak pochnay tak) us main 360 Farishton ki duty hogi aur un farishton ki duty us waqt tak khatam nahi hoti, jab tak apple us banday tak na poch jye jis k wo naseeb ka hai.
Similarly, (briefly explain kar raha hon) Aik Buzurg ka kissa shahyd tum nay suna ho k jab un say aik shaks nay pocha naseeb k baray may, to ap nay farmaiya(Explain karnay k liye), k in sab chezon may say koi aik cheez uttha lo aur tum jo bhe uthao gay wo mujhay pata hoga, (wo Buzurg apnay hath pay likh lete hain), wo shaks boath soch samajh k aik chooti se cheez utthata hai, aur wo buzurg usay dikhatay hain k un k hath pay bhe wohi likha hai jo us shaks nay uthaiya, phir unho nay farmaiya k tumharay naseeb may jo bhe(Allah nay likha hai) hai wohi tumhay milay ga, lakin amal tumhara apna hoga, us cheez ko hasil karnay k liye.
Much more details could have been added here, but, to my apprehension this is sufficient. Further, please note that all these aforementioned stories are not verbatim and have concisely been presented, keeping in view the precious time of the readers, So i apologize for any misinterpretation cited by me.
Boss.