10-15-2010, 02:50 AM
Abb Uss Gadhay ka Love tu tum hi samajh sakti ho. Tumhari hi Yaari dosti hay Gadhon say )
Tum konsi Wording use karogi Yeh sab kehnay k liay ? Aur haan, With reference to topic, Apni zindagi k safar main say humain Izhaar-e-Mohabbat k kuch kissay tu sunao yaar, Khaas tor say Ek martaba Jab tum 4 class main thin Tu uss din kya hua tha tumharay saath ??? Plz sunao na mujhay Werna main Naraaz ho jaunga..............
Regards.