10-15-2010, 08:37 PM
<font size="1"><blockquote id="quote"><font size="1" face="Verdana, Arial, Helvetica, san" id="quote">quote<hr height="1" noshade id="quote"><i>Originally posted by awaisaftab</i>
Dear Yasir yeh sun ke khushee huyee k ap mujh se naraz nhn hain. Jhan tak interuption ka taluq ha to yhan koyee technical discussion to chal nhn rahee so lage raho.
Waise ab is Hosila Shikn Wale lafz ka peecha chore do to Acha hoga. Ap mujh se jab bhee directly baat kerte ho to yeh Hosila SHIKNI k alfaz zaroor use kerte ho. Hope you will not use these words in future.
Han Khairiat laine ka shukria
<hr height="1" noshade id="quote"></font id="quote"></blockquote id="quote">
</font id="size1">
Dear Awais, Yeh perh kar mujhay bhi khushi hui k Aap nay mari baat per yakeen kia. Aap nay mujh say kaha k Main "Hosla-shikni" ka lafz mustakbil main na istimaal karun, Agar aap ko meray iss Lafz "Hosla-shikni" k istimaal karnay say koi uljhan hui Tu meraa ek baar phir yakeen kijiyay k main Aap ki khidmat main Maazrat-khuaan hun.
Yeh lafz "hosla-shikni" main nay aap hi ki tehreer main kahin parha tha Aur mujhay bohat pasand aya tha, Lakin ab aap hi k kehnay per main Ainda aap say baat kartay huay iss Lafz "hosla-shikni" ko istiamal na karnay ki mukamal koshish karunga. Lakin kabhi kisi Aur say Mukhatib hotay wakt adatan yeh lafz "hosla-shikni" mari Tehreer main nazar ajai Tu naraz mat hoiyay ga..
Aap k liay Naik Tammanain rakhnay wala, Aap ka ye masooom bhai,
Yasir.