10-26-2010, 05:49 PM
Kasim
Dear Apna yeh 4-wheel-Drive (4d) wala topic abb post kar bhi do yaar. Intizaar tu main karhi lunga iss kafiat main rehnay ki adat tu hay mujhay.
Coming back to your observation, main nay yeh baat tumsay hi suni hay pehli baar to be honest.Main tu scorpio k baray main sab baaton ki ek hi baat kar k iss topic ko ekhtitaam tak phonchana chahunga, Aur woh baat yeh hay k
"Scorpio scorpio hay......Jinnay scorpio nahi wekhaya woh jamia nai"
Regards.