11-02-2010, 08:53 PM
Wardah.
Buss yaar insaan ki neeyat saaf ho tu kya nahi milta hay hehehhehe. Yeh olympia ki iss wish ki Aarh main kya Raaz hay.........Wardah aap zara roshni daliyay.......mujhay bataiyay iss ka kya matlab samjha jai.......Yeh shairana mazaj or mahawray bolnay walay logon ki baaton k bohat saray matlab hotay hain hehehehe.
Olympia.
Thanks dear. Abb ziada kya kahun.....Thora darr lagta hay aap say. Wesay aap kiss tareekh ko tasreef lain thi dunya main ???
Regards.