01-29-2011, 03:42 AM
Ishq-e-Lahasil ki lughat ko agar samajho tu nihayat hi asaan hay yani k woh ishq jo hasil na hua ya jiss ka hasool mumkin nahi. Mujhay dobara ek shair yaad araha hay iss mokay per sahi yaad nahi kis ka hay I think shayad Mir-taki ka hay......I guess, kehtay hain
koi maal se gaya koi taal se gaya
koi jaan se gaya koi jahaan se gaya
lut gayi lut gayi sari country
ishq di galli vich no entry
ishq di galli vich no entry
no no no no no no no no no
no no no entry
Ishq di galli wich No-entery.......kya khoob byan farmaa dia Ishq-e-Lahasil ko.....Khastor say "No" per aap ghor kijiyay kitni shiddat di gai hay.....
Kasim, Ilawa iss k tumnay poocha k "ishq" kya hay. Ishq ki tafseel byan kartay huay kehtay hain.......I think Molana fazlul rehman nay kaha hay I exactly dont know but i guess so, here it goes
Ishq ishq karna hai kar le
Ishq ishq mein jee le mar le
Ishq ishq hai sab se pyaara
Ishq hi to zindagi hai
Ishq hi to har khushi hai
Ishq mein khud ko bhulaake jhoom
Dhoom machaale dhoom machaale dhoom
kisi din fursat k lamhat main "Ishq-e-hasil" per baat karunga.
Regards.