03-30-2011, 03:39 PM
Mujhe yeh maloom karna hai k monthly salary se flood tax 15% ks tarah leenge!! for example ek employee ka salary tax for the year 12,000 banta hai aur us ka monthly 1000 banta hai!! lakin agar kise waja se year k start mein us ka tax 500,500 kata hoo, kiun increment agust k bad hote hai is liye tax working pta nahi ho sakti hai!! phr to hm for example march mein us k 1000 kb bajaye jo actual banta hai nahi deduct kar raha hai aur 1500 deduct kar rahe hain, to plz mujhe bataye hm 15000 ka 15% lenge ya 1000 ka., thanks in advance