07-31-2010, 12:26 AM
Sensible nay koi suicide ki koshish nahi ki thi, Wrist kaat kar woh khud-kushi kar hi nahi sakti hay. Usaay agar khud-kushi karni hogi tu Woh kuch Khaaaa kar karegi jesaay zeher wagera )
Dear, wesaay kyun Wrist kaat li thi kya tum Apnay Fats say itna tang achuki ho k haath kaat kaat kar khoon k zariyay bahaaa rahi ho ) nahi wesaay sachi main esa konsa Zulm tumharay boss nay tum per kia k Tum nay apna haat kaat lia ?
aur her waqt baher kyun rehti ho Thora kam kardo, WOh suna nahi mashoor song Awaargi main hud say guzer jana chaiyay mager kabhi kabhi ghar bhi jana chaiyay )
Regards.