07-04-2011, 04:38 AM
Asalam-o-Alykum!
Main BCOM - 3rd year ki student ho. main nay FIA-ACCA kay baray main kafi suna tha. To main is tarf a na chahti ho. kia ap log bata saktay hain, yeh FIA kia cheez hay.
1. CAT aur FIA main kia fark hay ?
2. Agar mujhay ACCA karna ho to CAT ya FIA dono main say kon sa kar na acha hay
3. Mujahy FIA/CAT kay baad ACCA main kitni exemption mil jai gi aur ACCA kitnay time main ho jai ga
4. ACCA kar kay bad Pakistan/UAE main kitnay tak Salary mil jati hay ?
5. Kia ACCA complete kar nay kay bad kia Auditing firm join ki ja sakti hay ?
6. Yeh Articles kia hotay hain ?
mayri madad kijiay. Boht Shukriya.