yei issue maira bhi hai how to spend boring day.or scene kuch yun hai just due to one person maira time or day chutkion mai khushgwar or chutkion mai boring ho jata hai.uska hul mujhy smjh ni ata kia kia ho.
yar main nay eid k din ki baat nahi ki thi
anyway mera bhi yeahi khiyal hay
k jab app raj k bore horahay hooo tu
jee bher k sojana chaheyeah
back ground main yeah gana hoo tu or accha hay
ja apni hasratoon per ansooo bhaa k sooja
cause bore hona internal metter hota hay
and mostly jab banda soo jata hay tu internal external kuch nahi hota
issi liyeah tu neend ko adhi mout kaha gaya hay
Well Samander per jaker Sahil per bethna Meraay tareeka hua karta tha Jab main Pakistan main tha.Aksar boriat k waqton main kisi dost ko saath lekar hum Sea Side chalay jaya kartay thay. Beleive Me Bohat sara Time guzar jata hay Sirf Samander ko Dekh kar Aur Lehron ki Awazain Sun kar bohat sakoon milta tha. That Was Ausom Times which I alwayz Miss. Tum bhi Esaa Try kar k dakho Agar kisi Esi City main Rehtay ho jahan Sea Side ho.
@YASIR. . . ab jahan tum ho wahan samnder, drya, neher, jheel kuch bhi nahin??? bi mai to chup kr k apny kmry mai ja k pr jati hun lights off kr k or mood k mutabiq songs lga laiti hon.or phir apni dunya mai magan.
Hehehe, Nahi main jis sheher main hun wahaan Samander nahi hay. Wesay light bund karnay ki kya zaroorat hay Khudhi Band ho jati ho gi. Wapda Ksc walon ko logon ki boriat ka khoob khayal hay Woh khud hi Light bund kar detay hain takay bunday ko bister say uthnay ki zehmat na karni paray.
Anyways, Kya kar rahi ho Apni studies main aaj kal ? Koi CA, Va ka irada thana tumhara ?
Ain? who said k CA VA krna hai mainy??? jitna prhna prhana tha perh lia aray haan gud news maira increment lg gya hai [)] . . . prhai k ilawa or boht sy irady hain ab bus tum sb ki duaon ki zrort hai k jald az jald koi sbeb bn jae.
Wardah, hope for the best but always be ready for the worst, it helps.
Yasir, meray pass smandar nai hay Punjab University ki nehar b thori door hay, Mall road py koi, Johar b nai hay lehaza aisa naii ho skta. Anamz kr skti hay coz wo JOHAR main rehti hay -). Wiasay m going to Karachi in few days so try kron ga.