mainy or bhi boht duain di thin tumko biz but tum bchon py atk gae,or ciapk kuch khuda khofi bhi honi chahye itna lmba ameen keh dia . . .itny kids to kuty bilion k bhi ni hoty hongy.mtlb hd hai bhii. . . .or itnon py bchon gi to unki shadi krwaon gi na biz biz biz mkhy [p] now stop this ab further faltu ki baat ni.
Dear I am Alrite By grace of Allah. Wesaay to pichlay 1.5 Years say main nay khud bhi Umrah nahi perform saka. Abb ki baar jaunga to Koshish zaroor karunga k aap ko Duaon main Yaad rakh sako Wadaa nahi hay, Wesay bhi Wadaay aksar Toot jatay hain.
Wardah.
Yes Wardah Kutay billion ki tarah Bachay honay lag gai tumharay to Hakoomat Tax laga day gi tum per. Ek waqt aiega tumharay Baraay Bachaay sharminda hongay apnay doston ko batatay huay k yaar humaray haan iss saal phir say bhai/behan peda hui hay ). Aur ek waqt esaa bhi aiega k tum mithai denay jao gi Aroos Paroos main to tumharay batanay say pehlay woh kahain gay k Haan Haaan pata hay baby hua hoga Aur aap say ho bhi kya sakta hay. Kabhi tum log sari family ek saath kahen jao gay sab ghar say niklo gay to esa lagay ga School ki Chuti hui hay Hehehe
bus tumko to mauqa chahye hota hai bkwas krny ka tumhari zban py khlbli mchny lgti hai jb tk tum bol na lo. . .jb mainy kaha tha k bus ye faltu ki baat yahen bnd to tumko smjh ni ai thi?? apna hisa dalna zrori tha tumko?? pura mustqbil ka nqsha khainchny baith gae kbhi apny future py bhi itna ghor kiya hai.
ye siapa dala hi tum ny hai biz biz biz mkhy.shadi ki dua do bus.ALLAH ny jitny naseeb mai likhy hongy dy dyga tum sb apni faltu ki calculation bnd krdo.or ab full stop lga lo apni zbaan py.shabash!!
But 'want to' change bhi to ho sakta hai, achi tarah clear kar do keh abhi wala 'want to' ya us waqt ka want to when shadi will be finalized. confuse mat kiya karo plzzzz
chalo theek hai, ab kee bar seriously "Allah kare tumhari shadi udhar ho jidhar tum chaho aur usi ko tumhare liye behtareen intikhab banaye aur be shak Allah chahe to sab kuch mumkin hai. Aur Allah (SWT) se yeh bhi dua hai keh shadi jald se jald ho and sab friends and family members ki marzi aur khushi se ho, sada khush raho aur hamesha apni choice par proud raho...Ameeen!"
Baqi bachon wali dua tum pehlay hee le chuki ho []