In my view and in according to my experience, love aik sa ziada baar bhi ho sakta hay or pori sincerity ka sath ho skta hay.kbi hmain lgta hay k hmain apna ideal mil gia hay is say behter or ho nahi skta but aisa nai hay, Allah nay her sair ka swa sair rakha hay ( conditions applied). Kbi aisa hota hay jisay ham pyar kehtay hain wo infact pyar nai hota ya shaid utna ziada pyar nai hota as i refer you to topic of Addat ya mohabbat.Ham kisi k itna aadi ho jatay hain k us k bghair dnya udhori lgti hay, agr wo apna ho jay tu well n good n agr na ho skay tu shaid hmain us say behter mill jay or itna behter k shaid hm ny kbi socha na ho. Insan mazi bhool jata hay khob sy khob tar ki talash main, or agr usay khoob ka milna possible ho n mill jay tu sincerity ka tqaza yay hay k khoob tar ki talash chor day or agr khob milnay ki umeed na ho tu khoob tar ki koshish jari rakhay.
and I think mujy khoob treen mil gia so agay search k option he nai hain -)

<b>and I <i>think</i> mujy khoob treen mil gia so agay search k option he nai hain -)</b>
<hr height="1" noshade id="quote"></font id="quote"></blockquote id="quote">
hmmmmmmmmmm yani sure abhi bhi nahi hay k khoob treeen hain bhi k nahi
bata hoon bhabhi koooooo
kan say paker ker ghar say bahir karain gi na
tu khud pukhta yaqeeen hojaye ga
k app ko khooob tareen milli hain
or unhain
fazool tareeen
lol
kidding obviosuly
regards
bhai apni to aek he rat hai..piar zindage main ki bar ho sakta hai ..or aek he larki se bhi bar bar ho sakta hai S
maire jitnai friends nai love marrige ki un sab ka khena hai k ye un ka first love hai ... jab k mai wo ratain nahi bhulta jab wo sare sare rat maire kandhai p sar rakh kai crocodile ki tarah ansoo bahatai they DDD..
to bhi piar ki bar hota hai ..P..kion k ham nai apnai demaqoon main ye bat bheta li hai k piar aek bar he hota hai..to ab us ko zinda rakhnai k liye ham apnai ap se he jhot bolnai lage hain..jab piar ham ko mil jata hai to pechlai sare love stories ham bhula dal te hain..or bas use ko apna phela or sacha piar khe tai hain...
main man he nahi sakta k kise ko bachpan se lai kar jawani tak kise se piar he nahi hua ho aek se zada bar..mujhe to class 3 se he shoro ho gaya tha$..pher jaise jaise agaye bartha gaya..maira piar b barhta gaya$...ahhh Ahh(...par aj bhi muj ko sacha piar nahi mila(..Ohh huu oee (..
Who say that "Pyar Aik bar hota hai", Pyar bar bar ho sakta hai aur har dafa k pyar main intensity pehlay k muqalabay main zada hoti hai, provided that you must have been flirted by some one, and you didn't flirt; and if you flirt, intensity will be lower in every subsequent attempt.
Because jab pyar main insan dhoka khata hai to uski internal desires barh jati hain k usay koi chahae, aur usay jo bhee milta hai, wo usay toot k chahne lagta hai. However, in some cases, reality proves to be contrary to what i said, and those people get frustrated after they get betrayed/flirted by others, and these people are real nuts[8D]
Because yeh un bastarrds k liye apni zindagi tabah karte hain jinho nay in ki sachi mohabbat ki qadar nahi ki hoti, phir aisay Gadhay/Nuts<b>*</b> (jo dhoka khate hain) philosophic baatain karne lagtay hain k "Pyar Aik Bar hota hai".
<b>* </b> I do have solid logics of calling these people as Gadhay/Nuts, details will only be provided upon demand.