07-12-2008, 08:51 AM
Rahi baat darhi ki to kuch points ye bhi dekh lein
ââ¬Â¢ Deen mein poora poora shamil honay ka hokum hai na k aadha ya pona. Iski example aisay de sakta hoon k kia aap qualified kehlaeingay agar aap ne CA k module E tak positions lii hon magar Module F mein admission tak nahee lia ho? Issi tarha sunnaton ka bhi maamla hai. Hadith hai k ââ¬Åtum mein se koi us waqt tak momin nahee jab tak k Mein(PBUH) tumhein apnay maa baap, maal aur aulaad se zyaada pyaraa na ho jaoon.ââ¬Â Pyara honay ka matlab ye hai k unki har sunnat ko apna lo. Bathroom mein jatay hoye dua parhna aur left foot ko pehlay rakhna bhi sunnat hai. Farigh bethay ho to Allah ka ziker karna bhi sunnat hai. Ussi tarha Rasool Allah SAW ka chehra apnaana bhi sunnat hai. Islam insaan ko best bannay ki targheeb deta hai. Aur chehron mein sab se best Rasool Allah SAW ka chehra e Mubarak hai to hum usko kyun nahee apnaatay? Aisi kia sharam aur kia wajah hai k mohabbat hi khatam ho jati hai aisay maamlon mein?
ââ¬Â¢ Dr Israr Ahmad ka aik biyan sun raha tha mein kuch arsay pehlay us mein unhon ne kaha tha k us shakhs ka quran pe koi eeman nahee jo uski haram ki hoi aik cheez ko bhi khud pe halaal karta hai. Zara socho k Quran mein hi hai k Obey Allah and HIS Messenger PBUH. Kia hum darhi na rakh k di***ey nahee kar rahay Rasool Allah SAW ko jab k hadiths bhi hein k Rasool Allah SAW ordered us to clip the mustache and grow the beard. Kia waqai hamara eemaan hai quran aur hadith pe? Think about it! Ye koi debate nahee k haar jeet ka chakkar hai. Mein sirf wo baat keh raha hoon jo Quran o Hadith mein hai. Agar maan leingay to aap ki apni bhalai hai warna mera kuch nahee bigarna.
ââ¬Â¢ Aap ne kaha k clean shave log bhi hein aisay jo darhi walon se acha kaam kar gaye like Quaid e Azam or Liaquat Ali Khan. Lekin mera sawal ye hai bhai k kia aap k RAB ne aap ko Muhammad Ali Jinaah ko follow karnay ka hokum dia hai Quran mein ya Muhammad ur Rasool Allah SAW ko follow karnay ka hokum dia hai? Answer aap ko mil jana chahiye.
Regards,
Syed Muhammad Shahbaz