10-28-2007, 04:30 AM
Salam to all,hope ke sab khairiat se honge.
I am here in a little confusion and and request u all especially Mr Kamran Aca sahib to let me out of this.
I am basically from swat aur aj kal swat mai jo horaha hai shaid sab ko pata hai.waha per jo muqami taliban hai wo apna qanoon banane ki koshish kar rahe hain.NWFP mai sab se ziada education distt swat mai hai.swat ke 85 to 90 percent log in taliban aur imam derai ke karawayon ke khilaf hain.un ke baz kamo se(in my opinion)maaashere ko fadia bi hai jaise video centres(puramn tariqe se) band karwana(pehle unho ne in ke khilaf puramn muhem chalai lekin jes ne ye karoobar band nahi kia un par hamle shuro kardeye).But in my opinion un ke ziada tar kam gher islami hain jaise hair dressers ko damkhi amez khatoot bejna,schools ke talibat ko zabardasti burqe pehnana(12,13 saal ke bachyo ko be)phir is ke bad girls schools band karwane ke damkia dena etc.
Even if some of their tasks are good, we know that there is no state within state concept in islam aur islam qanoon ko hath mai lene ki ijazat nahi deta.In ke aik haleef ko jab mai ne ye kaha to us ne kaha ke aik hadith sharif ka mafhoom hai ke agar koi ghalat kaam kare to pehle use hath se rokna,agar ye na karsako to zuban se rokna aur agar ye bi na karsako to kam se kam dil mai bura manna aur ye eman ka kamzor tareen darja hai,aur kaha ke in video centres ko bomb se urana ghalat kam ko hath se rokna hai jo eman ka bulandtareen darja hai.
So i am confused about these two situations and u are requested to clarify.
THANKS